Bikhari bikhari zulfe teri
Pasina mathe par hai
Sach to yeh hey tum gusshe mein
Aur bhi pyarey lagte ho
Raahe takana taare ginanaa
Sadiq kaam hamara hai
Aaj magar kya baat hai
Tumbhi jage jage lagteho
O dil tod ke
O dil tod ke hasti ho mera
Wafaae meri yaad karogi
O dil tod ke hasti ho mera
Wafaae meri yaad karogi
O dil tod ke
Karr yaad vo jamana mere pyaar ka
Chein loont na tu dil ke karaar ka
Karr yaad vo jamana mere pyaar ka
Chein loont na tu dil ke karaar ka
O jab duniyaa mein
Jab duniyaa mein main naa raha
To kise barbaad karogi
O dil tod ke hasti ho mera
Wafaae meri yaad karogi
Tera dil koi jab bhi dukhaayega
Yaad tujko ye mera pyaar aayega
O tera dil koi jab bhi dukhaayega
Yaad tujko ye mera pyaar aayega
O tere dil wale
O tere dil wale toote jab taar
Toh roke fariyaad karogee
O dil tod ke hasti ho mera
Wafaae meri yaad karogi
Mehndi pyaar waali haatho par lagaao gi
Ghar mere baad gair kaa basaaogi
Mehndi pyaar waali haatho par lagaao gi
Ghar mere baad gair kaa basaaogi
Ho mujhe marne se
Ho mujhe marne se pehle hi yakeen tha
Ye kaam mere baad karogi
O dil tod ke hasti ho mera
Wafaae meri yaad karogi
Jab taahir ki yaad tujhe aayegi
Teri aakho se ye neend rutha jaayegi
Ho jab taahir ki yaad tujhe aayegi
Teri aakho se ye neend rutha jaayegi
Ho moti ashkon ke
Ho moti ashkon ke girr jaayege
To jab mujhe yaad karogi
O dil tod ke hasti ho mera
Wafaae meri yaad karogi
O dil tod ke hasti ho mera
Wafaae meri yaad karogi.
Sushma Shrestha (Poornima)
Sonu Nigam
Sonu Nigam
Nitin Mukesh Chand Mathur
Sonu Nigam
Abhijeet Bhattacharya
Sonu Nigam
Bhupinder Singh
Anuradha Paudwal, Nitin Mukesh Chand Mathur
Abhijeet Bhattacharya
Anuradha Paudwal, Udit Narayan
Anuradha Paudwal, Nitin Mukesh Chand Mathur
Anuradha Paudwal, Sonu Nigam