Aye dile naadan aye dile naadan
Aarju kya hain justaju kya hain
Aye dile naadan aye dile naadan
Aarju kya hain justaju kya hain
Aye dile naadan
Ham bhatakate hain
Kyon bhatakate hain
Dashtao sehara me
Aisa lagta hain mauj
Pyasi hain apane dariya me
Kaisi ulajan hain
Kyon yeh ulajan hain
Ek saaya sa rubaru kya hain
Aye dile naadan aye dile naadan
Aarju kya hain justaju kya hain
Kya kayaamat hain kya musibat hain
Kah nahi sakate kiska armaan hain
Jindagi jaise khoyi khoyi
Hain hairaan hairaan hain
Yeh jamin chup hain
Aasman chup hain
Phir yeh dhadakan
Si char su kya hain
Aye dile naadan aisi
Raaho me kitane kante hain
Aaraju ne har kisi
Dil ko dard bante hain
Kitane ghaayal hain
Kitane bismil hain
Is khudai me ek too kya hain.
Kabban Mirza
Lata Mangeshkar
Bhupinder Singh, Mahendra Kapoor
Kabban Mirza
Asha Bhosle, Jagjeet Kaur
Lata Mangeshkar