Jalta hai badan
Jalta hai badan
Jalta hai badan ho
Hay jalta hai badan
Pyaas bhadaki hai
Pyaas bhadaki hai sare
Shaam se jalta hai badan
Pyaas bhadaki hai sare
Shaam se jalta hai badan
Ishk se kah do ki le
Aaye kahi se saawan
Pyaas bhadaki hai sare
Shaam se jalta hai badan
Jalta hai badan
Jaane kab raat dhale
Subah tak kaun jale
Daur par daur chale
Aao lag jaao gale
Aao lag jaao gale
Kam ho sine ki jalan
Pyaas bhadaki hai sare
Shaam se jalta hai badan
Jalta hai badan
Jalta hai badan
Jalta hai badan
O aah jalta hai badan
Dekh jal jaayenge ham
Iss tabassum ki kasam
Abb nikal jaayega dam
Tere baaho me sanam
Dil pe rakh haath ki
Thaam jaaye dil ki dhadakan
Pyaas bhadaki hai sare
Shaam se jalta hai badan
Ishk se kah do ke le
Aaye kahi se saawan
Pyaas bhadaki hai sare
Shaam se jalta hai badan
Jalta hai badan jalta hai badan
O hay jalta hai badan
Jalta hai badan.
Kabban Mirza
Lata Mangeshkar
Bhupinder Singh, Mahendra Kapoor
Kabban Mirza
Asha Bhosle, Jagjeet Kaur
Lata Mangeshkar