Afasana likh rahi hoon
Afasana likh rahi hoon
Dil-e-beqaraar ka
Aankhon mein rag
Bhar ke tere intezar ka
Afasana likh rahi hoon
Jab tu nahi to
Kuchh bhi nahi hai bahar mein
Nahi hai bahar mein
Jab tu nahi to
Kuchh bhi nahi hai bahar mein
Nahi hai bahar mein
Ji chahta hai munh bhi
Ji chahta hai munh
Bhi na dekhoon bahar ka
Aankhon mein rang
Bhar ke tere intezar ka
Afasana likh rahi hoon
Haansil hai yun to
Mujhako zamane ki daulate
Zamane ki daulate
Haansil hai yun to
Mujhako zamane ki daulate
Zamane ki daulate
Lekin nasib laayi
Lekin nasib laayi hoon
Ik sogavar ka
Aankhon mein
Rang bhar ke tere intezar ka
Afasana likh rahi hoon
Aaja ki ab to aankh mein
Aansoo bhi aa gaye
Aansoo bhi aa gaye
Aaja ki ab to aankh mein
Aansoo bhi aa gaye
Aansoo bhi aa gaye
Sagar chhalak utha
Sagar chhalak utha
Mere sabr-o-qaraar ka
Aankhon mein rang
Bhar ke tere intezar ka
Afasana likh rahi hoon
Dil-e-beqaraar ka
Aankhon mein rag
Bhar ke tere intezar ka.
Uma Devi Khatri (Tun tun)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Uma Devi Khatri (Tun tun)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya), Uma Devi Khatri (Tun tun)