Aisa Zakhm Diya Hai - Akele Hum Akele Tum lyrics | Akele Hum Akele Tum - Aisa Zakhm Diya Hai lyrics

Aisa Zakhm Diya Hai is a hindi song from the 1995 movie Akele Hum Akele Tum. Aisa Zakhm Diya Hai singers are Aamir Khan, Shankar Mahadevan, Udit Narayan. Aisa Zakhm Diya Hai composer is Anu Malik and Aisa Zakhm Diya Hai lyricist or song writer is Majrooh Sultanpuri. Aisa Zakhm Diya Hai music director is Anu Malik. Aisa Zakhm Diya Hai features Aamir Khan, Manisha Koirala, Master Adil, Deven Verma, Anjan Srivastav, Rohini Hattangadi, Paresh Rawal, Rakesh Roshan, Shafi Inamdar, Satish Shah, Harish Patel, Neeraj Vora, Mushtaq Khan. Aisa Zakhm Diya Hai director is and the producer is . The audio of Aisa Zakhm Diya Hai song was released on 3rd November, 1995 by Tips. Aisa Zakhm Diya Hai YouTube video song can be watched above.


Aaya hun yaaron dil apna deke
Aankhon mein chehraa kisi ka leke
Wo dil ka qaatil dilbar hamara
Jiske liye main hua aawara
Milte hi jisne chooma tha mujhko
Phir na palat ke dekha dobaara


Aur isi liye doston
Maine faislaa kiya
Ke phir kabhi kisi se
Pyaar nahin karoonga
Kabhi kisi ladki ko
Apna dil nahin doonga


Aisa zakhm diya hai
Jo na phir bharega
Har haseen chehre se
Ab yeh dil darrega
Hum to jaan dekar
Yun hi mar mite the
Sun lo ae haseenon
Yeh humse ab na hoga
Aisa zakhm diya hai
Jo na phir bharega
Har haseen chehre se
Ab yeh dil darrega
Hum to jaan dekar
Yun hi mar mite the
Sun lo ae haseenon
Yeh humse ab na hoga
Aisa zakhm diya hai


Raseele honth chhalakte gaal
Mastaani chaal buraa kar de haal
Palak bhadke ke dil dhadke
Umar ki uthaan kadakti kamaal
Qaatil adaa zaalim hayaa
Mere khudaa mere khudaa
Shola badan baheka
Chaman magar yaaron
Hum to jaan dekar
Yun hi mar mite the
Sun lo ae haseenon
Yeh humse ab na hoga
Aisa zakhm diya hai
Jo na phir bharega
Har haseen chehre se
Ab yeh dil darrega
Hum to jaan dekar
Yun hi mar mite the
Sun lo ae haseenon
Yeh humse ab na hoga
Aisa zakhm diya hai


Raseele honth chhalakte gaal
Mastaani chaal buraa kar de haal
Palak bhadke hai ke dil dhadke
Umar ki uthaan kadakti kamaal
Qaatil adaa zaalim hayaa
Mere khudaa o mere khudaa
Tu jo kahe to taaron
Mein tujhe lekar chaloon
Tu jo kahe to kadmon
Mein unhe la daal doon
Seene se lagaake yeh
Badan kar doon gulaabi
Chehra choom karke
Main banaa doon aaftaabi
Hey hey la la la la la
Hum to jaan dekar
Tumpe mar mite hain
Kaun pyaar tumse itna karega
Aisa zakhm diya hai
Jo na phir bharega
Har haseen chehre se
Ab yeh dil darrega
Aisa zakhm diya hai


Aaya hun yaaron dil apna leke
Aankhon mein chehraa kisi ka leke
Koi na koi mera bhi hoga
Yahin pe kahin chhupaa hi hoga.



Movie/album: Akele Hum Akele Tum
Singers: Aamir Khan, Shankar Mahadevan, Udit Narayan
Song Lyricists: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: Anu Malik
Music Director: Anu Malik
Music Label: Tips
Starring: Aamir Khan, Manisha Koirala, Master Adil, Deven Verma, Anjan Srivastav, Rohini Hattangadi, Paresh Rawal, Rakesh Roshan, Shafi Inamdar, Satish Shah, Harish Patel, Neeraj Vora, Mushtaq Khan
Release on: 3rd November, 1995
1. Who is the music director of the song Aisa Zakhm Diya Hai
Ans: Aisa Zakhm Diya Hai song music director is Anu Malik
2. Who is/are the singer/singers of the song Aisa Zakhm Diya Hai
Ans: Aisa Zakhm Diya Hai song singers are Aamir Khan, Shankar Mahadevan, Udit Narayan
3. Who is the Composer of the song Aisa Zakhm Diya Hai
Ans: Aisa Zakhm Diya Hai song composer is Anu Malik
4. Who is the Lyricist of the song Aisa Zakhm Diya Hai
Ans: Aisa Zakhm Diya Hai song lyricist is Majrooh Sultanpuri
5. What is the movie of the song Aisa Zakhm Diya Hai
Ans: Aisa Zakhm Diya Hai song is from Akele Hum Akele Tum
6. Who wrote the song Aisa Zakhm Diya Hai
Ans: Aisa Zakhm Diya Hai song is written by Majrooh Sultanpuri

Find other songs in - Akele Hum Akele Tum

1
Akele Hum Akele Tum (Title)

Aditya Narayan Jha, Udit Narayan

2
Raja Ko Rani Se Pyaar

Alka Yagnik, Udit Narayan

3
Dil Kehta Hai

Alka Yagnik

4
Dil Mera Churaya Kyun

Anu Malik, Kumar Sanu