Aansu ka koyi rang nahi, dard ki koyi jaat nahin
Dil tute toh hans de bande??, ronewaali baat nahin
Aaj dil jo toota, tu yaar jo rootha
Kyun saath yeh chhuta, tu jo ho gaya begaana
Aaj dil jo toota, tu yaar jo rootha
Kyun saath jo chhuta, dil ko samjhaana
Hai tera bhi allaah beli, hai mera bhi allaah beli
Hai tera bhi allaah beli, hai mera bhi allaah beli
Raahon mein jo ik saathi tha saaye sa
Aise woh phir kyun milke hai bichhada bhala
Dono ne hi dekha tha khaab jo
Pal mein jaane kyun aise woh bikhra bhala
Khaab woh tera tha khaab woh mera
Tha yaar tu mera abb hai anjaana
Hai tera bhi allaah beli, hai mera bhi allaah beli
Hai tera bhi allaah beli, hai mera bhi allaah beli
Khoya kya hai aur paaya hai dil ne kya
Jaane kaise yeh koyi bhi banda yahaan
Maula mere tu usako chain de
Jaate jaate jo chaino sukun le gaya
Pyaar usako de, tu jeet usako de
Tu haar mujhko de, main hoon deewaana
Hai tera bhi allaah beli, hai mera bhi allaah beli
Hai tera bhi allaah beli, hai mera bhi allaah beli
Hai tera bhi allaah beli, hai mera bhi allaah beli
Hai tera bhi allaah beli, hai mera bhi allaah beli.
Shaan, Sunidhi Chauhan
Krishnakumar Kunnath (K.K), Sunidhi Chauhan
Sunidhi Chauhan
Remo Fernandes