Suno anjan koi nadan koi
Aaya hu main dur se
Kya kahu huzur se
Main hu ajnabi
Kya kahu main dur se
Jata hu huzur se
Main hu ajnabi suno
Naye sathi nayi mehfil
Nayi duniya nazar mein hai
Naye sathi nayi mehfil
Nayi duniya nazar mein hai
Udhar julafe mahkati hai
Idhar chehara nazar mein hai
Basi nigaho mein chha
Gayi hai baho mein
Hotho pe hasi
Anjan koi nadan koi
Aaya hu mai dur se
Kya kahu huzur se
Main hu ajnabi
Suno suno
Koi shrama ke baitha hai
Koi lehra ke chalta hai
Koi shrama ke baitha hai
Koi lehra ke chalta hai
Isharo hi isharo mein
Koi kismat badalta hai
Nacho gao jhum lo
Phir se dil ko chum lo
Yahi hai zindagi
Anjan koi nadan koi
Aaya hu mai dur se
Kya kahu huzur se
Main hu ajnabi
Suno
Mohabbat ban ke chhaya hu
Khayalo mein samaya hu
Mohabbat ban ke chhaya hu
Khayalo mein samaya hu
Mujhe dekho dhadkate dil ka
Tohfa le ke aaya hu
Kaha din raat hai
Aaj mere sath hai
Duniya ki khushi
Suno suno
Anjan koi nadan koi
Aaya hu mai dur se
Kya kahu huzur se
Main hu ajnabi
Aaya hu main dur se
Kya kahu huzur se
Main hu ajnabi
Suno suno
Anjan koi nadan koi
Anjan koi nadan koi anjan koi.
Mohammed Rafi, Usha Khanna
Mohammed Rafi