Tujh me ishwar allah tujh me
Tujh me jisas paaya
Bachche me hai bhagwan
Bachche me hai rehmaan
Bachcha jisas ki shan
Bachche me hai bhagwan
Bachche me hai rehmaan
Bachcha jisas ki shan
Gita is me baibal is me
Is me hai quran
Gita is me baibal is me
Is me hai quran
Bolo bachcha hai mahan
Jag me bachcha hai mahan
Bolo bachcha hai mahan
Jag me bachcha hai mahan
Bachche me hai bhagwan
Mandir maszid aur
Giraje me jisaka nur samaya
Ek nanhi si jan chhupa ke
Wo apne ghar aaya
Wo apne ghar aaya
Paapi man ko pavan karati
Is ki har muskan
Bolo bachcha hai mahan
Jag me bachcha hai mahan
Bolo bachcha hai mahan
Jag me bachcha hai mahan
Bachche me hai bhagwan
Gyani jag me phut karayen
Bachcha mel karaye
Bachcha mel karaye
Ham jaise bhule bhatako ko
Sidhi raah dikhaye
Sidhi raah dikhaye
Is ke bhole pan par sad ke
Duniya bhar ka gayn
Bolo bachcha hai mahan
Jag me bachcha hai mahan
Bolo bachcha hai mahan
Jag me bachcha hai mahan
Bachche me hai bhagwan
Din dharm aur jaat paat ka
Bachcha bhed na jane
Apne ko sab ka samjhe
Sab ko apna mane
Ishwar ko pana chahe to
Bachche ko pehchaan
Bolo bachcha hai mahan
Jag me bachcha hai mahan
Bolo bachcha hai mahan
Jag me bachcha hai mahan
Bolo bachcha hai mahan
Jag me bachcha hai mahan
Bolo bachcha hai mahan
Jag me bachcha hai mahan
Bolo bachcha hai mahan
Jag me bachcha hai mahan.
Lata Mangeshkar