Aankhon aankhon mein
Ho gaye mast ishare
Bato bato me dil wale dil hare
Aankhon aankhon mein
Ho gaye mast ishare
Bato bato mein dil wale dil hare
Udte udte kaha se aaya
Ek panchhi albela
Udte udte kaha se aaya
Ek panchhi albela
Meri atariya baith ke bole
Ye chunch pyar ka mela
Bole aisi mithi boli tir
Bhi aakhir mare
Aankhon aankhon mein
Ho gaye mast ishare
Bato bato mein dil wale dil hare
Pehle pehle lagti hai
Jo anhoni si baatein
Pehle pehle lagti hai
Jo anhoni si baatein
Hote hote ho jati hai
Pyar ki wo mulakate
Aankh milate hi dil dole
Khel ye kaise huya re
Aankhon aankhon mein
Ho gaye mast ishare
Bato bato mein dil wale dil hare
Aaj agar hai baat zara si
Hoga ye kal afsana
Aaj agar hai baat zara si
Hoga ye kal afsana
Jaha jaha bhi shama jalegi
Aake rahega parwana
Bante bante jo begane
Ban jate hai pyare
Aankhon aankhon mein
Ho gaye mast ishare
Bato bato mein dil wale dil hare
Aankhon aankhon mein
Ho gaye mast ishare.
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle