Zulm leke aaya sitam leke aaya
Muhabbat ka zalim zamanaa
Haan
Zulm leke aaya sitam leke aaya
Muhabbat ka zalim zamana
Humein kya khabar thi
Muhabbat hai kya
Nighahon ki rangeen shararat hai kya
Humein kya khabar thi
Muhabbat hai kya
Nighahon ki rangeen shararat hai kya
Magar chot khake hi dil ne kaha
Samajh mein ab aaya qayamat hai kya
Zulm leke aaya sitam leke aaya
Muhabbat ka zalim zamana
Haan
Zulm leke aaya sitam leke aaya
Muhabbat ka zalim zamana
Bada ajeeb ladakpan ka wo zamana tha
Ye bijliyon se pare mera aashiyana tha
Shabab aate hi wo gul khile meri tauba
Qarar dilse to seene se dil rawana tha
Zulm leke aaya sitam leke aaya
Muhabbat ka zalim zamana
Haay
Zulm leke aaya sitam leke aaya
Muhabbat ka zalim zamana
Kahaan ab zamane ko aaram de
Ke baithen hain din raat dil tham ke
Kahaan ab zamane ko aaram de
Ke baithen hain din raat dil thaam ke
Laga baithin kab se ye beemariya
Huye jabse aashiq tere naam ke
Zulam leke aaya sitam leke aaya
Muhabbat ka zalim zamana
Haan
Zulm leke aaya sitam leke aaya
Muhabbat ka zalim zamana.
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle