Jadugar bhagwan anokha jadugar bhagwan
Anokha jadugar bhagwan
Phool banaye tare banaye bana diye insan
Haskar usne bana diye
Haskar usne bana diye khusiyo ke saman
Anokha anokha jadugar bhagwan
Subah banai sham banayi
Subah banai sham banayi
Or banayi rat
Garmi sardi yahi banata barsata barsat
Barsata barsat
Yahi hasaye yahi rulaye
Yahi hasaye yahi rulaye
Uska har pal sath
Sach ki vina baja rahi hai
Sach ki vina baja rahi hai uski mithi bat
Anokha anokha jadugar bhagwan
Teri god me rahe khelta
Mera kutil kabila
Ye hasti aanhko ka daman kabhi na karna dhila
Kal kya hoga koi na jane
Koi na jane
Kal kya hoga koi na jane
Tu jane sab leela
Ghuma raha dharti ka gola
Ghuma raha dharti ka gola
Ghum rahe nadan
Anokha anokha jadugar bhagwan
Tune ma ki mamta banai
Tune ma ki mamta banai
Or pita ka pyar
Tune dil me jod diye hai
Pyar preet ke tar
Pyar preet ke tar
In taro mein piro diya hai
In taro mein piro diya hai
Bhai bahan ka pyar
Isi tar par khada hua hai
Isi tar par khada hua hai
Malik tera jahan
Anokha anokha jadugar bhagwan
Bhule bhatke insano ko malik rah dikhata
Insano ke bich me chalan wahi sikhata
He bhagwan kabhi ye balak
Kabhi ye balak
He bhagwan kabhi ye balak
Bhul na jaye nadan
Bhole balak har shole par banae rahe nadan
Anokha anokha jadugar bhagwan.
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Shamshad Begum