Mera dil kabhi roye kabhi gaate re
Aankh bhar aaye re ke dil bhar aaye re
Mera dil kabhi roye kabhi gaaye re
Mera dil kabhi roye kabhi gaaye re
Aankh bhar aaye re ke dil bhar aaye re
Mera dil kabhi roye kabhi gaaye re
Pyar ke hai jhute afsane
Jag dekhe jalte parvane
Jag dekhe jalte parvane
Dil ka jalna koi or dil ke sama ka jalna
Koi na jane
Mera dil kabhi roye kabhi gaaye re
Aankh bhar aaye re ke dil bhar aaye re
Mera dil kabhi roye kabhi gaaye re
Dil me prem aankh mein pani
Doke jamana roye jawaani
Doke jamana roye jawaani
Bhahti dhare ye kahti jaye
Pyar ka kissa dilo ki kahani
Naav bhi tujhko le jaye re
Aankh bhar aaye re ke dil bhar aaye re
Mera dil kabhi roye kabhi gaaye re
Dil tut gaya hai duniya se ruth gaya hai
Yaha rahte hai sabhi dil vale
Mager hote hai sabhi ke dil kale
Sabhi ke dil kale
Yaha rahte hai sabhi dilwale
Mager hote hai sabhi ke dil kale
Sabhi ke dil kale
Dil dekhe na koi dil chhupaye re
Dil dekhe na koi dil chhupaye re
Hamesha chhupaye re ro ro ke mar jaye re
Mera dil kabhi roye kabhi gaaye re.
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Amirbai Karnataki, Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Meena Kapoor, Premlata
Hemanta Kumar Mukhopadhyay, Shamshad Begum