Antul hawe ke yeh dekho
Yeh kahe yeh
Aaye tere deewane
Jame nazar jo chalke agar to
Lut jaaye maikhane
Antul hawe ke yeh dekho
Yeh kahe yeh
Aaye tere deewane
Jame nazar jo chalke agar to
Lut jaaye maikhane
Humne to diya sagar
Tune gava diya
Soyi thi tamannaye
Tune jaga diya
Haye dilbar kya kiya
O sitamgar kya kiya ke
Lut gaye mastane
Antul hawe ke yeh dekho
Yeh kahe yeh
Aaye tere deewane
Jame nazar jo chalke agar to
Lut jaaye maikhane
Tumse kyu mohabbat hai
Socha nahi kabhi
Apna dil kisi pe yu
Aaya nahi kabhi
Haye dil ki kaliya kya khili
Tumse najar kya mili
Ke ban gaye afsane
Antul hawe ke yeh dekho
Yeh kahe yeh
Aaye tere deewane
Jame nazar jo chalke agar to
Lut jaaye maikhane
Roko na nigaho ko
Aisa bhi kya sanam
Janeman mohabbat mein
Hota hai yeh sitam
Haye dil lagakar ke dekh lo
Aajma kar dekh lo
Ke hum nahi begane
Antul hawe ke yeh dekho
Yeh kahe yeh
Aaye tere deewane
Jame nazar jo chalke agar to
Lut jaaye maikhane
Antul hawe ke yeh dekho
Yeh kahe yeh
Aaye tere deewane
Jame nazar jo chalke agar to
Lut jaaye maikhane.
Usha Mangeshkar
Jaani Babu Qawwal, Mubarak Begum
Asha Bhosle, Mohammed Rafi