Jate Jate Ek Nazar - Qawwali Ki Raat lyrics | Qawwali Ki Raat - Jate Jate Ek Nazar lyrics

Jate Jate Ek Nazar is a hindi song from the 1964 movie Qawwali Ki Raat. Jate Jate Ek Nazar singers are Mohammed Rafi, Shamshad Begum. Jate Jate Ek Nazar composer is Iqbal Qureshi and Jate Jate Ek Nazar lyricist or song writer is Shewan Rizvi. Jate Jate Ek Nazar music director is Iqbal Qureshi. Jate Jate Ek Nazar features Mumtaz, Kanwaljit Singh. Jate Jate Ek Nazar director is and the producer is . The audio of Jate Jate Ek Nazar song was released on null by Saregama. Jate Jate Ek Nazar YouTube video song can be watched above.


Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Aahe
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo


Subah kaa waqt huaa
Aayi gulshan mein sabaa
Chhid gayaa saaz e chaman
Goonji aawaaz e chaman
Naalaa bulbul ne kiyaa
Khul gayaa raaz e chaman
Phool muskaane lage
Ishq farmaane lage
Aah e bulbul se magar
Phaili gulshan mein khabar
Ishq badnaam huaa
Chal gayaa sabko pataa
Baagbaan aa hi gayaa
Pyaar ki dene sazaa
Phool shaakhon se choone
Naale bulbul se sune
Haar kuchh goonth liye
Hanste dil tod diye
Ashq shabnam ke bahe
Aur khaamosh rahe
Haar phoolon ke jo gulshan se wo lekar niklaa
Apne phoolon se machalti huyi
Bulbul ne kahaa
Kyaa
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Aahe
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo


Shamaa ne jalwe lutaaye
Jo shabistaanon mein
Shauq jal jaane kaa paidaa huaa
Parwaanon mein
Shamaa ne jalwe lutaaye
Jo shabistaanon mein
Shauq jal jaane kaa paidaa huaa
Parwaanon mein
Sar hatheli pe liye
Ishq ke jaanbaaz chale
Aag seenon mein chhupaaye huye
Hamraaz chale
Aag seenon mein chhupaaye huye
Hamraaz chale
Shamaa ne dekhaa
Jo aate huye parwaanon ko
Boli bithlaaun kahaan
Ishq ke mehmaanon ko
Kaun samjhaayegaa
In chaaq girebaanon ko
Sirphiraa kahti hai duniyaa mere deewaanon ko
Sirphiraa kahti hai duniyaa mere deewaanon ko
Aise deewaane ki marne ki qasam khaaye huye
Ishq ki aag mein jalne ke liye aaye huye
Ishq ki aag mein jalne ke liye aaye huye
Munh phiraaungi to mahfil se nikal jaayenge
Inko seene se lagaaungi to jal jaayenge
Bole parwaane hamen ishq mein jal jaane de
Jaan ke saath ye armaan nikal jaane de
Kah ke ye shauq mein deewaane pe deewaanaa giraa
Ishq ki aag mein parwaane pe parwaanaa giraa
Ishq ki aag mein parwaane pe parwaanaa giraa
Ahal e dil jalwaa e jaanaan pe fidaa hone lage
Shamaa ki lau se gale mil ke judaa hone lage
Ishq mein dekh ke qurbaaniyaan in deewaanon ki
Shamaa ne itnaa kahaa laash pe parwvaanon ki
Kyaa
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Aahe
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo
Jaate jaate ik nazar bhar dekh lo dekh lo.



Movie/album: Qawwali Ki Raat
Singers: Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Song Lyricists: Shewan Rizvi
Music Composer: Iqbal Qureshi
Music Director: Iqbal Qureshi
Music Label: Saregama
Starring: Mumtaz, Kanwaljit Singh
Release on: null
1. Who is the music director of the song Jate Jate Ek Nazar
Ans: Jate Jate Ek Nazar song music director is Iqbal Qureshi
2. Who is/are the singer/singers of the song Jate Jate Ek Nazar
Ans: Jate Jate Ek Nazar song singers are Mohammed Rafi, Shamshad Begum
3. Who is the Composer of the song Jate Jate Ek Nazar
Ans: Jate Jate Ek Nazar song composer is Iqbal Qureshi
4. Who is the Lyricist of the song Jate Jate Ek Nazar
Ans: Jate Jate Ek Nazar song lyricist is Shewan Rizvi
5. What is the movie of the song Jate Jate Ek Nazar
Ans: Jate Jate Ek Nazar song is from Qawwali Ki Raat
6. Who wrote the song Jate Jate Ek Nazar
Ans: Jate Jate Ek Nazar song is written by Shewan Rizvi

Find other songs in - Qawwali Ki Raat

1
Wo Chand Sa Chehra

Mohammed Rafi

2
Pyar Ki Hasrate Khak

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

3
Dil Gaya Dil Ka Aetbar Gaya

Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur

4
Dekh Kar Meri Taraf

Mohammed Rafi, Mubarak Begum

5
Aye Jane Nazar Chilman

Mohammed Rafi, Mubarak Begum

6
Kahne Wale Tu Bhi (Title)

Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), S.Balbir

7
Husnwale Husn Ka

Asha Bhosle, Mohammed Rafi

8
Aa Mein Bataoon

Asha Bhosle, Mohammed Rafi