Apna to zamane me
Bas itna fasana hai
Apna to zamane me
Bas itna fasana hai
Itna hi fasana hai
Bas itna fasana hai
Kuchh hum bhi deewane hai
Kuchh dil bhi deewana hai
Kuchh hum bhi deewane hai
Kuchh dil bhi deewana hai
Humse to koi puche
Wo mast najar kya hai
Humse to koi puche
Wo mast najar kya hai
Wo mast najar kya hai
Jine ka sahara hai
Marne ka bahana hai
Jine ka sahara hai
Marne ka bahana hai
Marne ka bahana hai
Marne ka bahana hai
Kuchh hum bhi deewane hai
Kuchh dil bhi deewana hai
Bhule se kabhi hamne
Katil na kaha unko
Bhule se kabhi hamne
Katil na kaha unko
Katil na kaha unko
Dil jinki adao ka
Khamosh nishana hai
Dil jinki adao ka
Khamosh nishana hai
Khamosh nishana hai
Khamosh nishana hai
Kuchh hum bhi deewane hai
Kuchh dil bhi deewana hai
Ye raz hai ulfat ka
Duniya ise kya jane
Ye raz hai ulfat ka
Duniya ise kya jane
Ye raz hai ulfat ka
Duniya ise kya jane
Dunia ise kya jane
Najro ka churana hi
Najro ka milana hai
Najro ka churana hi
Najro ka milana hai
Najro ka milana hai
Najro ka milana hai
Kuchh hum bhi deewane hai
Kuchh dil bhi deewana hai
In sokh hasino par
Hum or lutaye kya
In sokh hasino par
Hum or lutaye kya
Hum or lutaye kya
Kuchh pas nahi apne ek
Dil ka khazana hai
Kuchh pas nahi apne ek
Dil ka khazana hai
Ek dil ka khazana hai
Ek dil ka khazana hai
Kuchh hum bhi deewane hai
Kuchh dil bhi deewana hai
Manjil hai kaha aye
Dil ham ishk ke maro ki
Manjil hai kaha aye
Dil ham ishk ke maro ki
Manjil hai kaha aye
Dil ham ishk ke maro ki
Ham ishk ke maro ki
Hum jake jaha baithe
Wo apna thikana hai
Hum jake jaha baithe
Wo apna thikana hai
Wo apna thikana hai
Wo apna thikana hai
Kuchh hum bhi deewane hai
Kuchh dil bhi deewana hai
Kuchh hum bhi deewane hai
Kuchh dil bhi deewana hai.
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Kishore Kumar
Kishore Kumar
Kishore Kumar
Kishore Kumar, Shamshad Begum
Kishore Kumar, Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Shamshad Begum
Kishore Kumar, Shamshad Begum