Zindagi resham
Bhi hai talwar bhi
Zindagi resham
Bhi hai talwar bhi
Muskurata phul bhi hai
Aur khatakta khar bhi
Chand suraj ki tarah
Ye garm hai sard bhi
Chand suraj ki tarah
Ye garm hai sard bhi
Apni aankho ka aasu
Hai dusro ka dard bhi
Zindagi milti hai kato
Se gujarne ke liye
Phul khilte hai gulista
Ke sawarne ke liye
Mahfil me aaj teri
Deewane aa gaye hai
Mahfil me aaj teri
Deewane aa gaye hai
Lekar dilo jigar ke
Najrane aa gaye hai
Lekar dilo jigar ke
Najrane aa gaye hai
Mahfil me aaj teri
Deewane aa gaye hai
Mara hai teer tune
Dil ke karib aakar
Ghayal bana diya hai
Hamko najar mila kar
Hum bhi tujhe tadap
Kar tadpane aa gaye hai
Hum bhi tujhe tadap
Kar tadpane aa gaye hai
Mahfil me aaj teri
Deewane aa gaye hai
Tere liye mohabbat
Kab se bhatak rahi hai
Jo aag apne dil me
Zalim bhadak rahi hai
Wo aag tere dil me
Bhadkane aa gaye hai
Wo aag tere dil me
Bhadkane aa gaye hai
Mahfil me aaj teri
Deewane aa gaye hai
So bar rah gaye hum
Kuch tujhse kahte kahte
So bar rah gaye hum
Kuch tujhse kahte kahte
So bar rah gaye hum
Kuch tujhse kahte kahte
Dam ghut chala hai apna
Khamosh rahte rahte
Dam ghut chala hai apna
Khamosh rahte rahte
Hotho pe aaj dil ke
Afsane aa gaye hai
Hotho pe aaj dil ke
Afsane aa gaye hai
Mahfil me aaj teri
Deewane aa gaye hai
Aankhe churane wale
Aankhe churane wale
Tujhko pata nahi hai
Aankhe churane wale
Tujhko pata nahi hai
Bin pyar jindagi ka
Koi maja nahi hai
Bin pyar jindagi ka
Koi maja nahi hai
Itni si bat tujhko
Samjhane aa gaye hai
Itni si bat tujhko
Samjhane aa gaye hai
Mahfil me aaj teri
Deewane aa gaye hai
Mahfil me aaj teri
Deewane aa gaye hai
Lekar dilo jigar ke
Najrane aa gaye hai
Mahfil me aaj teri
Deewane aa gaye hai.
Shamshad Begum
Shamshad Begum
Kishore Kumar
Kishore Kumar
Kishore Kumar, Shamshad Begum
Kishore Kumar
Kishore Kumar, Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Shamshad Begum
Kishore Kumar, Shamshad Begum