Apne biwi bachon ke kareeb hoon
Apne biwi bachon ke kareeb hoon
Main duniya mein kitni khusnaseeb hoon
Main duniya mein kitni khusnaseeb hoon
Apne biwi bacho ke kareeb hoon
Main duniya mein kitni khusnaseeb hoon
Main duniya mein kitni khusnaseeb hoon
Apne piya aur bachon ke kareeb hoon
Apne piya aur bachon ke kareeb hoon
Main duniya mein kitni khusnaseeb hoon
Main duniya mein kitni khusnaseeb hoon
Mandir jaisa ghar hain apna
Ghar mein huwa hain sach har sapna
Mandir jaisa ghar hain apna
Ghar mein huwa hain sach har sapna
Jab bhi main bahar se ghar mein aata hoon
Duniya ke sare gham bhul jata hoon
Door bhala hum kaise rahenge
Tu mera aur main tera naseeb hoon
Tu mera aur main tera naseeb hoon
Main duniya mein sabse khusnaseeb hoon
Main duniya mein sabse khusnaseeb hoon
Mujhpe bada ahsan kiya hain
Sab kuchh mujhko rab ne diya hain
Mujhpe bada ahsan kiya hain
Sab kuchh mujhko rab ne diya hain
Mujhko kisi se koi sikwa na gila
Maine jo kuchh manga mujhko hain mila
Pyar ki daulat mujhko mili hai
Kaun kahega mujhko main garib hoon
Kaun kahega mujhko main garib hoon
Main duniya mein sabse khusnaseeb hoon
Main duniya mein sabse khusnaseeb hoon
Chahe falak ho chahe jami ho
Tere bina nahi jeena
Ye duniya ho ya wo jaha ho
Bichdenge hum to kahi na
Mere jivan sathi sath hame hain rahna
Sukh dukh hum dono ko
Ab to sang sang sahna
Mujhse jo tujhko door karega
Main uska sabse bada rakib hoon
Main uska sabse bada rakib hoon
Main duniya mein kitni khusnaseeb hoon
Main duniya mein kitni khusnaseeb hoon
Apne biwi bacho ke kareeb hoon
Main duniya mein sabse khusnaseeb hoon
Main duniya mein sabse khusnaseeb hoon.
Alka Yagnik, Anand Shrivastav
Amit Kumar, Sadhana Sargam
Alka Yagnik
Udit Narayan