Darpan jo dekha to khud se lajayi
Haye re daiyya
Darpan jo dekha to khud se lajayi
Jag uthe re armaan
O sakhi aaya ye kaisa toofan
Aaya ye kaisa toofan
Darpan jo dekha to khud se lajayi
Jag uthe re armaan
O sakhi aaya ye kaisa toofan
Aaya ye kaisa toofan
Kaise bedardi se neha lagaya
Dhiraj jo na rakhe
Dhiraj jo na rakhe
Laz ke mare mohe aaye pasina
Ankhiyo mein yun jhake
Woh to mele mein
Woh to mele akele mein jaha mile
O sakhi jaha mile
Woh to mele akele mein jaha mile
O sakhi jaha mile
Woh to mele akele mein jaha mile
Woh to mele akele mein jaha mile
Chhupke se ayike gale se lagike
Haye re daiyya
Chhupke se ayike gale se lagike
Bole kaha mera man
O sakhi aaya ye kaisa tufan
Aaya ye kaisa toofan
Pahle pahle mora dhadka tha jiya
Main to thi anjani
Main to thi anjani
Ho pyara mein hota hain
Kya kya na jana
O gayi main deewani
Phir se woh roke se
Phir se woh roke se
Mere bhala kaha ruke
O sakhi ri kaha ruke
Phir se woh roke se
Mere bhala kaha ruke
O sakhi ri kaha ruke
Phir se woh roke se
Mere bhala kaha ruke
Phir se woh roke se
Mere bhala kaha ruke
Ho neendiya udaike
Re chaina churaike
Haye re daiyya
Ho neendiya udaike
Re chaina churaike
Chalta bana beiman
O sakhi aaya ye kaisa tufan
Aaya ye kaisa toofan
Darpan jo dekha to khud se lajayi
Jag uthe re arman
O sakhi o sakhi
O sakhi aaya ye kaisa tufan
Aaya ye kaisa toofan.
Mohammed Aziz
Mohammed Aziz
Mohammed Aziz
Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz