Apne hindustan ke sunder aasman ke
Apne hindustan ke sunder aasman ke
Hum anmol sitare hai, hum anmol sitare
Hum anmol sitare hai, hum anmol sitare
Sathi hum insan ke dusman hum saitan ke
Sathi hum insan ke dusman hum saitan ke
Hum kismat ke malik hai bete hai tufan ke
Hum kismat ke malik hai bete hai tufan ke
Bharat mata ke
Bharat mata ke hai dulare hum sare ke sare
Hum anmol sitare hai, hum anmol sitare
Hum anmol sitare hai, hum anmol sitare
Apne hindustan ke sunder aasman ke
Hum anmol sitare hai, hum anmol sitare
Gandhi nahar uthi hai ye dharti
Ise salam humara
Vande matram vande matram
Vande matram vande matram
Shiva partap shiva ki bhumi
Ise parnam humara
Vande matram vande matram
Ghar ghar mein ho bhai chara
Ghar ghar mein ho bhai chara
Ye paigam humara
Dunia bhar ke itihaso me
Amar hai nam humara
Bharat mata ke
Bharat mata ke hai dulare hum sare ke sare
Hum anmol sitare hai, hum anmol sitare
Hum anmol sitare hai, hum anmol sitare
Apne hindustan ke sunder aasman ke
Hum anmol sitare hai, hum anmol sitare
Kya hindu kya farsi
Kya muslim sikh isayi
Kya muslim sikh isayi
Sach pucho to ek hi ghar ke
Hum sab bhai bhai
Hum sab bhai bhai
Ek hi malik ke bando mein
Ek hi malik ke bando mein
Kaisi are judai
Sabhi sahido ne humko
Bat yahi sikhlayi
Sab hai malik ke
Sab malik ke ghar hai
Mandir masjid gurdware
Bharat mata ke hai dulare hum sare ke sare
Hum anmol sitare hai, hum anmol sitare
Hum anmol sitare hai, hum anmol sitare
Apne hindustan ke sunder aasman ke
Hum anmol sitare hai, hum anmol sitare
Hum bharat walo pe bhai
Padi hai jimmedari
Padi hai jimmedari
Barudo ke parwat pe
Baithe hai sab sansari
Sarawnash ke liya hai kafi
Sirf ek chingari
Sarawnash ke liya hai kafi
Sirf ek chingari
Bhasam aaj ho sakti hai
Ek phul se dhari dhari
Etam bamb ke
Etam bamb ke dher lage hai
Jag me sare sare
Hum anmol sitare hai, hum anmol sitare
Hum anmol sitare hai, hum anmol sitare
Apne hindustan ke sunder aasman ke
Hum anmol sitare hai, hum anmol sitare
Ek roz hum apne watan ko
Swarag saman banayenge
Swarag saman banayenge
Heere moti se apni
Mata ki mang sajayenge
Mata ki mang sajayenge
Hum jaihind ke naro se
JaihindĀ jaihind
Hum jaihind ke naro se
Sara aakash gunjayenge
Apne is bhagya hin desh ka
Soya baag jagayene
Hai dhanya humari
Hai dhanya humari
Bharat bhumi dhanya jawan humare
Hum anmol sitare hai, hum anmol sitare
Hum anmol sitare hai, hum anmol sitare
Apne hindustan ke sunder aasman ke
Hum anmol sitare hai, hum anmol sitare
Hum anmol sitare hai, hum anmol sitare
Hum anmol sitare hai, hum anmol sitare.
Alka Yagnik, Amit Kumar, Anwar Hussain, Dilraj Kaur, Preeti Sagar
Alka Yagnik, Amit Kumar, Shabbir Kumar
Alka Yagnik, Amit Kumar, Preeti Sagar, Sapna Mukherjee, Vinay Mandke