Main hasina mera husn magar aam nahi
Wo sitamgar hu ke jispar koi ilzam nahi
Apni mahbub ada pe bharosha hai mujhe
Tumko apna na bana lu mera naam nahi
Husn parwar kar pyar ka dastur nahi
Ishk harjai ho ye bhi mujhe manjur nahi
Ha jiski ulfat ka ujala hai meri duniya mein
Aankh se dur sahi dil se mere dur nahi
Jawab jiska nahi wo sabab dekha hai
Jawab jiska nahi wo sabab dekha hai
Ke chandani mein
Ha ke chandani mein chandani mein
Ke chandani mein use benakab dekha hai
Jawab jiska nahi wo sabab dekha hai
Jawab jiska nahi wo sabab dekha hai
Mujhe bhi tumne yaha benakb dekha hai
Mujhe bhi tumne yaha benakb dekha hai
Batao mera mera mera batao mera
Batao mera kahi bhi jawab dekha hai
Batao mera kahi bhi jawab dekha hai
Batao mera kahi bhi jawab dekha hai
Kya lubhayenge ye jalwe ye najare
Mujhko yaad hai uski
Yaad hai uski nigaho ke ishare mujhko
Chhup gaya hai wo hasi chand
Mera badal mein
Isiliye aankhe dikhate hai sitare mujhko
Mujhko
Inho sitaro mein wo mahtab dekha hai
Inho sitaro mein wo mahtab dekha hai
Jawab jiska nahi wo sabab dekha hai
Jawab jiska nahi wo sabab dekha hai
Tum jawa ho to jawani ke najare dekho
Husn ke phul, husn ke phul
Husn ke phul adao pe sarare dekho
Kin khyalo mein ho ghum khoye
Ho kin khwabo mein leke
In reshmi baho ke sahare dekho
Ke bhul jai agaar koi khwab dekha hai
Ke bhul jai agaar koi khwab dekha hai
Kahte hai jise ishk dua bhi hai dawa bhi
Shola bhi hai mahbub ke daman ki hawa bhi
Ye ishk masiha bhi katil ki ada bhi
Mil jata hai is rah me bande ko khuda bhi
Ke aashiko ko yaha kamayab dekha hai
Ke aashiko ko yaha kamayab dekha hai
Jawab jiska nahi wo sabab dekha hai
Jawab jiska nahi wo sabab dekha hai
Jawab jiska nahi wo sabab dekha hai
Dekha hai dekha hai
Jawab jiska nahi wo sabab dekha hai
Aashik yaha dilwar ka jo mohtaj na hota
To sar mein mere husn ka ye taj na hota
Hote jo tumhari tarah sab chahne wale
Har dil pe hasino ka raz na hota
Dilbaro ko sada kamyad dekha hai
Dilbaro ko sada kamyad dekha hai
Batao mera mera mera mera
Batao mera kahi bhi jawab dekha hai
Batao mera kahi bhi jawab dekha hai
Batao mera kahi bhi jawab dekha hai
Dekha hai dekha hai dekha hai
Batao mera kahi bhi jawab dekha hai
Batao mera kahi bhi jawab dekha hai
Mera jalwa bhi kitna pyara hai
Mera jalwa bhi kitna pyara hai
Kya tamasha
Kya tamasha tamasha
Kya tamasha tamasha
Kya tamasha tamasha tamasha tamasha
Kya tamasha hai kya najara hai
Tere pyar ko kyu na dil me jagah du
Kare tu ishara to jalwa dikha du
Jalwa jalwa kaisa jalwa hai
Jalwa jalwa kaisa jalwa hai
Jalwa jalwa kaisa jalwa hai
Jalwa jalwa kaisa jalwa hai
Ishk kab taj hukumat ke liye marata hai
Ishk to apne hi mahbub ka dam bharta hai
Ishk jab chahe jamale rukhe laila deke
Chad ke suli pe wo dildar ka jawa dekhe
Jalwa jalwa unka jalwa hai
Jalwa jalwa unka jalwa hai
Jalwa jalwa unka jalwa hai
Jalwa jalwa unka jalwa hai
Koi pata hai koi khota
Koi pata hai koi khota
Ye tamasha to roz hota hai
Ye tamasha tamasha
Ye tamasha tamasha tamasha tamasha
Ye tamasha to roz hota hai
Yahi aashiki hai to wo khud ko mitade
Wo jalwa dikhaye to najre jhuka de
Jalwa jalwa unka jalwa hai
Jalwa jalwa kaisa jalwa hai
Kaha kho gaye ho kidhar dekhte ho
Ek main hu idhar tum udhar dekhte ho
Jalwa jalwa unka jalwa hai
Jalwa jalwa unka jalwa hai
Jalwa jalwa kaisa jalwa hai
Jalwa jalwa kaisa jalwa hai.
Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi, Vijeta Pandit
Mohammed Rafi, Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)
Srinivas, Udit Narayan
Hariharan
Devan Ekambaram, Remo Fernandes
Srinivas, Swarnalatha
Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan
Abhijeet Bhattacharya