Apni gadi chalti hai kya kya rang badalti hai
Unchi nichi raaho se bachke kya nikalti hai
Yaaro ke yaar hum dosti hai dharam
Yaaro ke yaar hum dosti hai dharam
Apni gadi chalti hai kya kya rang badalti hai
Ho kahe ki fikar hai hamko alaahmiya hi soche
Koshish hai kaam apna baki hai ram bharose
Ho kahe ki fikar hai hamko alaahmiya hi soche
Koshish hai kaam apna baki hai ram bharose
Gaaye ja ek hi dhun paap kya kya hai pun
Dhndhe sabke juda juda denewala wahi khuda
Yaaro ke yaar hum dosti hai dharam
Yaaro ke yaar hum dosti hai dharam
Apni gadi chalti hai kya kya rang badalti hai
Ho aata hai janm lena mushkil bada hai jeena
Jeene ke naam pe kya behta hai khoon pasina
Jeena hai chaar din har ghadi saath jee
Hum na jaane bhala bura denewala wahi khuda
Yaaro ke yaar hum dosti hai dharam
Yaaro ke yaar hum dosti hai dharam.
Kishore Kumar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar