Husn pariyo se chamak
Chand se laya hoga
Shabnami phul se
Hotho ko sajaya hoga
Zulf bikhre to ghaatao ko
Paseena aaye
Badi fursat se tujhe
Rab ne banaya hoga
Husn ki tajhgi de ishq wale
Jaan diya karte hai
Mastiya lut ne se pehle
Yu hi baat kiya karte hai
Rup ko chan aur
Zulf ko ghata kehte hai
Karke tarif maza lut liya
Karte hai
Nili aankhen chehra nurani
Atom bum hai teri jawani
Nili aankhen chehra nurani
Atom bum hai teri jawani
Humko bana le sawariya
Haye kat jayegi umariya
Kat jayegi umariya
Kat jayegi umariya
Tu hai tum ko hai rani
Dekh ke meri mast jawani
Mujhpe na daalo nazariya
Meri katil hai ye umariya
Meri katil hai ye umariya
Katil hai ye umariya
Parwane kab darte shama se
Marne ki parvah na karte
Marne ki parvah na karte
Aashiq wo kabhi ho nahi sakte
Jo dilbar ki chah nahi karte
Jo dilbar ki chah nahi karte
Dekh palat kar dilbar jani
Atom bum hai teri jawani
Dekh palat kar dilbar jani
Atom bum hai teri jawani
Humko bana le sawariya
Meri kat jayegi umariya
Kat jayegi umariya
Kat jayegi umariya
Mujhko paane ki hasrat mein
Apne dil se chhal jaoge
Apne dil se chhal jaoge
Chhu loge to aag lagegi
Pyar ki aag mein jal jaoge
Pyar ki aag mein jal jaoge
Mat kar chhu ne ki nadani
Atom bum hai meri jawani
Humpe na daalo nazariya
Meri katil hai ye umariya
Meri katil hai ye umariya
Katil hai ye umariya
Ishq pe tohmat yu na lagao
Ek dafa dil deke dekho
Ek dafa dil deke dekho
Jaan hai hazir jaan bana lo
Jaane tamanna kuch to socho
Jaane tamanna kuch to socho
Husn di mallika rup di rani
Atom bum hai meri jawani
Husn di mallika rup di rani
Atom bum hai meri jawani
Humko bana le sawariya
Kat jayegi umariya
Kat jayegi umariya
Kat jayegi umariya
Jawani mein sabab
Sabko nazar aata hai
Jawani mein sabab
Sabko nazar aata hai
Husn dhal jaaye to
Har koi bhul jata hai
Lekin mera ye kehna hai
Zara suniye
Aajee hum wo hai jo
Ulfat mein jeete marte hai
Pyar ki had se gujarke bhi
Pyar karte hai
Ban jaa ab tu meri rani
Atom bum hai meri jawani
Ban jaa ab tu meri rani
Atom bum hai meri jawani
Humko bana le sawariya
Kat jayegi umariya
Kat jayegi umariya
Kat jayegi umariya
Kat jayegi umariya
Kat jayegi umariya
Kat jayegi umariya.
Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Kishore Kumar
Jaspinder Narula
Lakhbir Singh Lakkha
Mohana Sarkar
Mohana Sarkar, Udit Narayan
Sapna Awasthi Singh, Sushma Shrestha (Poornima)
Sangeeta, Udit Narayan