Ye nazar uth gayi to kya hoga
Mere aashik ka sir jhuka hoga
Ye nazar uth gayi to kya hoga
Mere aashik ka sir jhuka hoga
Ye nazar uth gayi to kya hoga
Mohabbat aap ka shahib
Gariba saf kardegi
Shamma apne deewane ko
Jala kar raakh kar degi
Aapse humko jo shikayat hai
Aapko humse vo gila hoga
Ye nazar uth gayi to kya hoga
Mere aashik ka sir jhuka hoga
Ye nazar uth gayi to kya hoga
Ye dard ye jindi ka gam
Hume nahi teri kasam
Chahe katale aam kar sir jhuka
Beajab salam kar sir
Jhuka ye nazar utha
Tu hai magrur bekhabar hai tu
Us pe gustak is kadar hai tu
Tu hai magrur bekhabar hai tu
Us pe gustak is kadar hai tu
Baat karti hai tu aasmano se
Or baithi hai jamin par tu
Tu hai magrur bekhabar hai tu
Us pe gustak is kadar hai tu
Ajib jaal hai ager
Samane se tu gujar
Apne dil ko tham kar
Maja le sabab ka kuchh
To ash aram kar
Maja le sabab ka kuchh
To ash aram kar
Kuchh to ash aram kar
Arey fikar apni chhode
Mera vikalap subho sham kar
Sir jhukaye baitha
Bekhaber salam kar
Sir jhukaye baitha.
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Kishore Kumar
Jaspinder Narula
Lakhbir Singh Lakkha
Mohana Sarkar
Mohana Sarkar, Udit Narayan
Sapna Awasthi Singh, Sushma Shrestha (Poornima)
Sangeeta, Udit Narayan
Tasleem, Arif Khan