Sewa tayag shyama kurbani
Sadiyo se hain teri nishani
Aurat teri yahi kahani
Aurat teri yahi kahani
Aurat teri yahi kahani
Aurat teri yahi kahani
Sewa tayag shyama kurbani
Sadiyo se hain teri nishani
Aurat teri yahi kahani
Aurat teri yahi kahani
Nafrat ke in andhiyaro mein
Prem ke deep jalaye tu
Nafrat ke in andhiyaro men
Prem ke deep jalaye tu
Aangan aangan phool khilaye
Ghar ko savrag banaye tu
Is duniya ki har basti
Aabad hain teri hasti se
Gulshan to gulshan hain
Virano ko bhi mehkaye tu
Dhup mein tu chhav ban jaye
Pyas mein tu ban jaye pani
Aurat teri yahi kahani
Aurat teri yahi kahani
Aurat teri yahi kahani
Aurat teri yahi kahani
Dharti par duniya ka bojh
Aurat par bojh mushibat ka
Dharti par duniya ka bojh
Aurat par bojh mushibat ka
Hans hanske apno me bante
Phal tu apni mehnat ka
Sabka pet bhare aur khud
Pani pikar so jaye tu
Kiase karz chukayegi
Ye duniya teri kidmat ka
Phir bhi si bedard jaha mein
Teri koi kadar na jane
Aurat teri yahi kahani
Aurat teri yahi kahani
Aurat teri yahi kahani
Aurat teri yahi kahani
Sewa tayag shyama kurbani
Sadiyo se hai teri nishani
Aurat teri yahi kahani
Aurat teri yahi kahani
Aurat teri yahi kahani
Aurat teri yahi kahani.
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Alka Yagnik
Alka Yagnik, Suresh Wadkar
Mohammed Aziz
Alka Yagnik, Suresh Wadkar
Alka Yagnik
Alka Yagnik
Alka Yagnik
Mohammed Aziz