Naam pe rasmon ke ye aurat
Jhulm hazaro sehati hain
Jhakhmo se dil jalta hain
Aankho se ganga behati hain
Jisne god khilayi
Peygambar aur devta janme hain
Aaj usi aurat ki aatma
Ro ro kar ye kehti hain
Mardo soon lo agar tum mein
Thodi di sarafat zinda hain
Mardo soon lo agar tum mein
Thodi di sarafat zinda hain
Aurat tumko paida karke
Aaj bahut sarminda hain
Ho aaj bahut sarminda hain
Mardo soon lo agar tum mein
Thodi di sarafat zinda hain
Aurat tumko paida karke
Aaj bahut sarminda hain
Haa aaj bahut sarminda hain
Karte ho neelam kabhi
Kotho par pe nachate ho kabhi
Karte ho neelam kabhi
Kotho par pe nachate ho kabhi
Kurbaani ki devi kekhar
Jeenda kabhi jalate ho
Doola karte ho aurat ki
Sona chandi mein
Ans ho jis tanke us tan ko
Gali gali bikvate ho
Gali gali bikvate ho
Mardo soon lo agar tum mein
Thodi di sarafat zinda hain
Aurat tumko paida karke
Aaj bahut sarminda hain
Haa aaj bahut sarminda hain
Kaun hain mard batao jisne
Aurat ke sath insaaf kiya
Kaun hain mard batao jisne
Aurat ke sath insaaf kiya
Yaha tak bhagwan ram ne
Usko bhi banvaas kiya
Apne matlab ke khatir
Daav pey use lagaya hain
Bahri sabha mein nagi hone
Ka tamasha dekh liya
Haay tamasha dekh liya
Mardo soon lo agar tum mein
Thodi di sarafat zinda hain
Aurat tumko paida karke
Aaj bahut sarminda hain
Haa aaj bahut sarminda hain
Maa beti aur bahen ki izzat
Kab tak bechi jaaye gi
Duniya ki yeh izaat kab tak
Be izaat kehlayegi
Tum logo ke jhulm seetam se
Aur kaali kartuto se
Tum logo ke jhulm seetam se
Aur kaali kartuto se
Aurat to sharminda ho gayi
Sharam tumhe kab aayegi
Sharam tumhe kab aayegi
Mardo soon lo agar tum mein
Thodi di sarafat zinda hain
Mardo soon lo agar tum mein
Thodi di sarafat zinda hain
Aurat tumko paida karke
Aaj bahut sarminda hain
Haa aaj bahut sarminda hain.
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Alka Yagnik, Suresh Wadkar
Mohammed Aziz
Alka Yagnik, Suresh Wadkar
Alka Yagnik
Alka Yagnik
Alka Yagnik
Mohammed Aziz
Mohammed Aziz