Aaya aaya main pyar
Ka paigam leke aaya
Aaya aaya main pyar
Ka paigam leke aaya
Bana lo kisi ko kisi ke ban jao
O pyar ki dhun
Par nacho aur gaao
Bana lo kisi ko kisi ke ban jao
O pyar ki dhun
Par nacho aur gaao
Hai ginti ki sanse
Jhumo muskaro
Hai ginti ki sanse
Jhumo muskaro
Duniya mein rakha hain
Kya pyar ke siwa
Duniya mein rakha hain
Hey bola duniya men
Rakha hai kuch nahi
Sadiyo se ache
Din char pyar vale
Din char pyar vale
Lakha fasano se
Ache do bol yaar vale
Do bol yaar vale
Pyar bina ye duniya kya hain
Bas ek virana
Pyar bina ho jaye
In ka apno se begana
Aaya main pyar ka
Paigam le le aaya
Bana lo kisi ko kisi ke ban jao
O pyar ki dhun par
Nacho aur gaao
Hai ginti ki sanse
Jhumo muskaro
Duniya mein rakha hain
Kya pyar ke siwa
Duniya mein rakha hain
Hey bola duniya mein
Rakha hai kuch nahin
Pyar kiya hai jisne
Uska uccha makam hua
Ha uccha makam hua
Laila majanu heer aur ranjha
Sab ka naam hua
Ha sab ka naam hua
Pyar hi baybal pyar hi kuran
Pyar hi gita hain
Vaye guru satnam
Pyar hi sita hain
Pyar ki boli sab koi bolo
Pyar ki boli sab koi bolo
Govind bolo gopal bolo
Govind bolo gopal bolo
Vayhe guru vayhe
Guru satnam bolo
Vayhe guru vayhe
Guru satnam bolo
Allah hoon, allah hoon
Allah hoon bolo
Allah hoon, allah hoon
Allah hoon bolo
Love jaye never love hain ever
Bol utha hain digamber
Love jaye never love hain ever
Pyar ke siwa duniya mein rakha hain
Pyar ke siwa duniya mein rakha hain
Pyar ke siwa duniya mein rakha hain
Pyar ke siwa duniya mein rakha hain.
Lata Mangeshkar
K. J. Yesudas (Kattassery Joseph Yesudas), Sadhana Sargam