Aye Dil Mujhe Rone De - Chand lyrics | Chand - Aye Dil Mujhe Rone De lyrics

Aye Dil Mujhe Rone De is a hindi song from the 1944 movie Chand. Aye Dil Mujhe Rone De singer is G. M. Durrani. Aye Dil Mujhe Rone De composer is Bhagatram Batish, Husnlal Batish and Aye Dil Mujhe Rone De lyricist or song writer is Qamar Jalalabadi. Aye Dil Mujhe Rone De music director is Bhagatram Batish, Husnlal Batish. Aye Dil Mujhe Rone De features Balakram, Sapru, Beena Paul, Rane, Karhadkar, Vatsala, Ganpatrao, Ramsingh, Manajirao, Thakar, Bhide, Shaikh. Aye Dil Mujhe Rone De director is and the producer is . The audio of Aye Dil Mujhe Rone De song was released on null by null. Aye Dil Mujhe Rone De YouTube video song can be watched above.


Aye dil mujhe rone de
Aye dil mujhe rone de
Aye dil mujhe rone de
Aabaad nahin hota
Aabaad nahin hota
Barbaad to hone de
Aye dil mujhe rone de
Aye dil mujhe rone de


Aansoo nahin aankhon mein
Aansoo nahin aankhon mein
Ye gham ka khazaana hai
Aansoo nahin aankhon mein
Ye gham ka khazaana hai
Kuchh haar piroye hain
Kuchh haar piroye hain
Kuchh haar pirone de
Aye dil mujhe rone de
Aye dil mujhe rone de
Aye dil mujhe rone de


Ik aankh mein yaadon ki
Ik aankh mein yaad unki
Ik aankh mein dard unka
Ik aankh mein yaad unki
Ik aankh mein dard unka
Ik aankh ko hansne de
Ik aankh ko hansne de
Ik aankh ko rone de
Aye dil mujhe rone de
Aye dil mujhe rone de
Aye dil mujhe rone de


Har roz ka tadpaana
Har roz ka tadpaana
Achcha nahin ae kismat
Har roz ka tadpaana
Achcha nahin ae kismat
Yaa le ja kinaare par
Yaa le ja kinaare par
Yaa naao dubone de
Aye dil mujhe rone de
Aye dil mujhe rone de
Aye dil mujhe rone de


Samjhe thhe jise apna
Samjhe thhe jise apna
Nikla hai wo begaana
Samjhe thhe jise apna
Nikla hai wo begaana
Tu yaad na kar usko
Tu yaad na kar usko
Ab ae dil e deewaana
Tu yaad na kar usko
Ab ae dil e deewaana
Roti huyi aankhon ne
Do baat hi dekhi hai
Roti huyi aankhon ne
Do baat hi dekhi hai
Ik unse nazar milna
Ik unse nazar milna
Ik unse bichchad jaana
Ik unse nazar milna
Ik unse bichchad jaana
Khaane ke liye thhokar
Peene ke liye aansoo
Khaane ke liye thhokar
Peene ke liye aansoo
Taqdeer mein likkha hai
Taqdeer mein likkha hai
Ban ban ke bigad jaana
Taqdeer mein likkha hai
Ban ban ke bigad jaana
Taqdeer ki marzi hai
Taqdeer ki marzi hai
Soti hai to sone de
Aye dil mujhe rone de
Aye dil mujhe rone de
Aye dil mujhe rone de.



Movie/album: Chand
Singers: G. M. Durrani
Song Lyricists: Qamar Jalalabadi
Music Composer: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Music Director: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Music Label: null
Starring: Balakram, Sapru, Beena Paul, Rane, Karhadkar, Vatsala, Ganpatrao, Ramsingh, Manajirao, Thakar, Bhide, Shaikh
Release on: null
1. Who is the music director of the song Aye Dil Mujhe Rone De
Ans: Aye Dil Mujhe Rone De song music director is Bhagatram Batish, Husnlal Batish
2. Who is/are the singer/singers of the song Aye Dil Mujhe Rone De
Ans: Aye Dil Mujhe Rone De song singer is G. M. Durrani
3. Who is the Composer of the song Aye Dil Mujhe Rone De
Ans: Aye Dil Mujhe Rone De song composer is Bhagatram Batish, Husnlal Batish
4. Who is the Lyricist of the song Aye Dil Mujhe Rone De
Ans: Aye Dil Mujhe Rone De song lyricist is Qamar Jalalabadi
5. What is the movie of the song Aye Dil Mujhe Rone De
Ans: Aye Dil Mujhe Rone De song is from Chand
6. Who wrote the song Aye Dil Mujhe Rone De
Ans: Aye Dil Mujhe Rone De song is written by Qamar Jalalabadi

Find other songs in - Chand

2
Watan Se Chala Hai

G. M. Durrani, Manju Das

3
Samjhe The Jise Apna

G. M. Durrani

4
O Mere Dilruba

Sitara Devi

5
Aye Chand Bata Mujhko

G. M. Durrani, Zeenat Begum

7
Panchhi Meri Khushi Ka

Zeenat Begum

8
Kya Yahi Jawani Hai

Zeenat Begum

9
10
Aaye Hain Balma Ho

G. M. Durrani, Zeenat Begum

11
Kabhi Aaj Kabhi

Lata Mangeshkar, Suman Kalyanpur

12
13
Galat Hai Loot Liya

Lata Mangeshkar, Rangnath Jadhav

14
Ae Baadalon Rimjhim Ke

Lata Mangeshkar

15
Aaja Ri Chandni

Lata Mangeshkar