Pareshaan hoon
Pareshaan hoon
Ki kyun meri
Pareshaani nahin jaati
Pareshaan hoon
Ladakpan to gayaa par
Meri naadaanee nahin jaati
Ladakpan to gayaa par
Meri naadaanee nahin jaati
Main hairaan hoon
Ki kyun aankhon ki
Hairaani nahin jaati
Pareshaan hoon
Khalaawat hai mohabbat ki
Khalaawat hai mohabbat ki
Ya lajjat hai ye hasrat ki
Kasak kiski hai donon mein
Ke pehchaani nahin jaati
Pareshaan hoon
Yehi meri tamanna hai
Mujhe barbaad rahne do
Mujhe barbaad rahne do
Magar dil ki bhi har ik
Baat to maani nahin jaati
Magar dil ki bhi har ik
Baat to maani nahin jaati
Pareshaan hoon
Ki kyun meri
Pareshaani nahin jaati
Pareshaan hoon.
Naseem Akhtar
Khan Mastana
Amirbai Karnataki, Parshuram
Zohrabai Ambalewali