Kya husan ne samjha hain
Kya ishk ne jana hain
Hum khak nasino ki
Thokar mein jamana hain
Eye sanam eye sanam
Hum ko hain teri kasam
Eye sanam eye sanam
Hum ko hain teri kasam
Eye sanam eye sanam
Hum ko hain teri kasam
Ek taraf ye duniya sari
Ha ek taraf ye duniya sari
Ek taraf tum aur hum
Hum aur tum tum aur hum
Hum aur tum tum aur hum
Eye sanam eye sanam
Hum ko hain teri kasam
Eye sanam eye sanam
Hum ko hain teri kasam
Ha ek taraf ye duniya sari
Ek taraf tum aur hum
Hum aur tum tum aur hum
Hum aur tum tum aur hum
Eye sanam eye sanam
Hum ko hai teri kasam
Kya hote hai lahu ke nate
Kya sansar ke nate hain
Sare nato se bhi badhkar
Prem pyar ke nate hain
Kya hote hain lahu ke nate
Kya sansar ke nate hain
Sare nato se bhi badhkar
Prem pyar ke nate hain
Ho ho ho ho
Haye doli chad jaungi
Ghar tere aaungi
Doli chad jaungi ghar
Tere aaungi
Sari duniya ko chhod
Tere sang jaungi
Sari duniya ko chhod
Tere sang jaungi
Eye sanam eye sanam
Hum ko hai teri kasam
Ek taraf riste nate
Ek taraf tum aur hum
Hum aur tum tum aur hum
Hum aur tum tum aur hum
Eye sanam eye sanam
Hum ko hai teri kasam
Mangne ko tera hath khuda se
Jidd pe hum ad jayenge
Agar zaroorat pad jayegi
Maut se bhi lad jayenge
Mangne ko tera hath khuda se
Jidd pe hum ad jayenge
Agar zaroorat pad jayegi
Maut se bhi lad jayenge
Jab leli hain kasme
Kya reete kya rasme
Jab leli hain kasme
Kya reete kya rasme
Jo bhi chahe woh karle
Sab insa ke bas mein
Jo bhi chahe woh karle
Sab insa ke bas mein
Eye sanam eye sanam
Hum ko hain teri kasam
Ik taraf sab duniya dari
Ek taraf tum aur hum
Hum aur tum tum aur hum
Hum aur tum tum aur hum
Eye sanam eye sanam
Hum ko hain teri kasam
Eye sanam eye sanam
Hum ko hain teri kasam
Ha ek taraf ye duniya sari
Ek taraf tum aur hum
Hum aur tum tum aur hum
Hum aur tum tum aur hum.
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi
Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Sadhana Sargam
Kavita Krishnamurthy, Shabbir Kumar
Asha Bhosle
Anu Malik, Sadhana Sargam