Azaadi hai pyari hum ko hamari
Khushi se bhi to jeene do
Yeh to karo lekin woh na karo aisa
Kuch mat kaho jeene do
To jaldi kyon uthe subah ko hum
Aur kyon na jaage saari raat hum
Khaate peete kyon na aish kare
Yeh khaana kyon pakana sikhe hum
Azaadi hai pyari hum ko hamari
Khushi se bhi to jeene do
Yeh to karo lekin woh na karo aisa
Kuch mat kaho jeene do
To jaldi kyon uthe subah ko hum
Aur kyon na jaage saari raat hum
Khaate peete kyon na aish kare
Yeh khaana kyon pakana sikhe hum
Azaadi hai pyari hum ko hamari
Khushi se bhi to jeene do
Yeh to karo lekin woh na karo aisa
Kuch mat kaho jeene do
Saara din saari raat
Padte likhte kyon rahen
Aksharon mein numberon
Mein ghumte phirte kyon rahe
Kuch to kitabon se
Azaadi do hume
Kuch to kitabon se
Azaadi do hume
College mein hum ko
Woh sab kuch to sikhate hai
Sub kuch to batate hai
Hum se hi phir puchte hai
In imtehaanon se
Azaadi do hume
Hai sahi digriya
Kyon nahi dete hai
Azaadi hai pyari hum ko hamari
Khushi se bhi to jeene do
Yeh to karo lekin
Woh na karo aisa
Kuch mat kaho jeene do
Ek se do do se char
Sach kehti hoon doston yaar
Hum ko kyon roke ho
Hum se milene walekar
Aisi rukawat se azaadi do hume
Aisi rukawat se azaadi do hume
Yeh waqt bhi hat jaaye
To aayega phir woh maza
Gharwale dilwale hat
Jaaye to kya bura
Kuch to us kadki se
Azaadi do hume
Haan magar pooch na
Kharch kahan karte hai
Azaadi hai pyari hum ko hamari
Khushi se bhi to jeene do
Yeh to karo lekin woh na karo aisa
Kuch mat kaho jeene do
To jaldi kyon uthe subah ko hum
Aur kyon na jaage saari raat hum
Khaate peete kyon na aish kare
Yeh khaana kyon pakana sikhe hum
Azaadi hai pyari hum ko hamari
Khushi se bhi to jeene do
Yeh to karo lekin woh na karo aisa
Kuch mat kaho jeene do
Azaadi hai pyari hum ko hamari
Khushi se bhi to jeene do.
Alka Yagnik
Vaishali Samant
Sadhana Sargam, Udit Narayan
Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik, Nisha Rajagopal
Sadhana Sargam, Udit Narayan