Jaise kismat ka hota hai sitara
Jaise lehron ka hota hai kinara
Main bhi yahin sochoon
Kahin koi mil jaaye
Yunhi mere bhi dil ka sahara
Koi to meri fariyaad sun le
Koi to mere jazbaat sun le
Koi to sun le mere tarane
Koi to mujhko apna bhi maane
Koi to meri fariyaad sun le
Koi to mere jazbaat sun le
Koi to sun le mere tarane
Koi to mujhko apna bhi maane
Mulaakaat ho usse pehle yaaron
Phir mile dosti mein haath yaaron
Ho mulaakaat ho usse pehle yaaron
Phir mile dosti mein haath yaaron
Kuch baat ho phir bhi lekin main
Chaaye khayalon par mere
Aisa koi mere yaara
Dikhjaaye agar chehra pyaara
Koi to meri fariyaad sun le
Koi to mere jazbaat sun le
Koi to sun le mere tarane
Koi to mujhko apna bhi maane
Jaise kismat ka hota hai sitara
Jaise lehron ka hota hai kinara
Main bhi yahin sochoon
Kahin koi mil jaaye
Yunhi mere bhi dil ka sahara
Har din yeh sunlo mere dil ko
Ek roz paayenge hum saahil ko
Har din yeh sunlo mere dil ko
Ek roz paayenge hum saahil ko
Har din yeh sunlo mere dil ko
Ek roz paayenge hum saahil ko
Baadal se chand bhi niklega
Kismat ka sitara chamkega
Aikaash yunhi ho jaaye agar
Paddle woh zara meri bhi nazar
Haan koi to meri fariyaad sun le
Koi to mere jazbaat sun le
Koi to sun le mere tarane
Koi to mujhko apna bhi maane
Koi to sun le mere tarane
Koi to mujhko apna bhi maane.
Alka Yagnik
Vaishali Samant
Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik, Nisha Rajagopal
Shaan, Shreya Ghoshal
Sadhana Sargam, Udit Narayan