Baat baat baat hai ik raat ki
Baat baat baat hai ik raat ki
Ik raat ki hai baat oye hoye
Ik raat ki hai baat
Piya ne manga pyar
Kiya meine inkaar
To ki aisi takrar
Na jaise koi mard kare
Ha na jaise koi mard kare
Aur phir dard ne itna mara
Bedard ne aaye haye itna mara
Ke sara badan mera
Ke sara badan mera
Ke sara badan mera
Badan mera dard kare hoye
Badan mera dard kare
Baat baat baat hai ik raat ki
Ik din gayi bazar akeli
Ik din gayi bazar akeli
Mili waha bachapan ki saheli
Le gayi wo mujhe apni haveli
Ha ik din gayi bazar akeli
Raat ko mein jara der se lauti
Piya ne meri jaan hi leli
Kiya piya ne aisa haal
Kiya piya ne aisa haal
Na jaise koi mard kare chhi
Na jaise koi mard kare
Aur phir dard ne itna mara
Bedard ne aaye haye haye itna mara
Ke sara badan mera
Ke sara badan mera
Ke sara badan mera
Badan mera dard kare oye
Badan mera dard kare
Baat baat baat hai ik raat ki
Ik din aaya bhai chachera
Ik din aaya bhai chachera
Laya wo sandesa mera
Sar par usne hath jo phera
Mein bhi gale laga ke roi
Piya ne samjha yaar hai mera
Kiya piya ne aisa haal
Kiya piya ne aisa haal
Na jaise koi mard kare ha
Na jaise koi mard kare
Aur phir dard ne itna mara
Bedard ne itna mara
Ke sara badan mera
Ke sara badan mera
Ke sara badan mera
Badan mera dard kare oye hoye
Badan mera dard kare
Baat baat baat hai ik raat ki
Thodi jagi thodi soi ha aa
Mein thi ki yaadon mein khoyi
Ik din paka rahi thi rasoi ha
Thodi jagi thodi soi ha aa
Mein thi ki yaadon mein khoyi
Tavi ki roti tavi pe jal gayi
Piya ne samjha bhet he koi
Kiya piya ne aisa haal
Kiya piya ne aisa haal
Na jaise koi mard kare
Na jaise koi mard kare
Aur phir dard ne itna mara
Bedard ne aaye haye haye itna mara
Ke sara badan mera
Ke sara badan mera
Ke sara badan mera
Badan mera dard kare oye hoye
Badan mera dard kare
Baat baat baat hai ik raat ki.
Asha Bhosle
Kishore Kumar, Vani Jairam
Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Kishore Kumar