Ye khushi ye or jo naya andaz hai
Pine wal oye samjhne walo samjh lo
Isme bhi ek raz hai
Raaz ki baat keh du to
Jane mahfil mein
Jane mahfil mein kya ho
Raaz ki baat keh du to
Jane mahfil me kya ho
Raaz khulane ka tum pahele
Raaz khulane ka tum pahele
Jara anjam soch lo
Issaro ko ager samjho to
Raaz ko raaz ko rahne do
Issaro ko ager samjho to
Raaz ko raaz ko rahne do
Raaz ki baat keh du to
Jane mahfil mein kya ho
Juba jo baat aayi
Kabhi rukti nahi hai
Kabhi ruk ti nahi hai
Uht gayi jo aankh ek bar jo
Wo zukti nahi hai
Arey jhukti nahi hai
Umedo ka savera samane
Mehphul hone du
Hakikat ko chhupaungi to
Wo chhupti nahi hai
Jo barso se chhupi dil mein
Use hotho pe aane do
Jo barso se chhupi dil mein
Use hotho pe aane do
Raaz ki baat keh du to
Jane mahfil mahfil mahfil
Jane mahfil mein kya ho
Uthe aankhe jo mehfil mein
Wo aankhe foad ke rahk du
Wo aankhe foad ke rakh du
Badhe jo hath un hatho ko
Main toad ke rahk du
Meri jaa toad ke rahk du
Jo na navakif hai
Aaj unse ja ke ye kah du
Juba pe raaz aaya to
Juba ko mod ke rahk du
Khushi se koi jita hai
Khushi se usko jine do
Khushi se koi jita hai
Khushi se usko jine do
Issaro ko ager samjho to
Raaz ko raaz ko rahne do
Usi ko chin kar teri
Nazer se dur kar du
Are ha dur kar du
Tujhe mai aahe bharne ke liye
Majbhur kar du
Ha main majbhur kar du
Yaha badnam kar du
Waha mashur kar du
Juba khul jaye ager meri
To chakana chur kar du
Jara afsane ka pehele pata
Lagne do duniya ko
Jara afsane ka pehele pata
Lagne do duniya ko
Raaz ki baat keh du to
Jane mahfil mein jane mahfil mein
Jane mehfil mein fir kya ho
Ye suraj chand aur tare
Chale mere issaro par
Chale mere issaro par
Hakumat hai meri dariya
Samundar aur kinaro par
Samundar aur kinaro par
Samundar aur kinaro par
Main apne hatho se
Is duniya ki takdir likhta hu
Mager fir tars aata hai
Tere jaise becharo par
Nahi paida hua jo
Roke meri raho ko
Nahi paida hua jo
Roke meri raho ko
Issaro ko ager samjho to
Raaz ko raaz ko rahne do
Tumahri raat kya hai,
Teri aukat kya hai
Tumhare kya irade,
Ye pahele tu bata de
Husan ki mar buri hai,
Ishq ki haar buri hai
Nazer ka tir jo chhodu,
Ager ghughat utha du
To mai aankh lada du,
Kamer ke dekh jhathdake
Idhr bhi dekh palat ke,
Tu mujhko na pehchane
Mujhe tu bhi na jane,
Badan mera hai kundan
Mera dil bhi hai chandan,
Mai chandan ki khusbu hu
Main chandan main chandan
Main chandan hubhu hu
Issaro ko ager samjho to
Raaz ko raaz ko rahne do
Issaro ko ager samjho to
Raaz ko raaz ko rahne do.
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Om Prakash Sonik