Husn maange ya koi meri jawani mange
Magne wala to har raat suhani mange
Meri surat ke talbdar kya jana
Ke mera mara hua duniya
Mein na paani mange
Baat yeh kaisi keh di zalim
Marne pe majboor kiya
Baat yeh kaisi keh di zalim
Marne pe majboor kiya
Pehle pal mein paas bulaya
Duje pal mein dur kiya
Pehle pal mein paas bulaya
Duje pal mein dur kiya
Baat yeh kaisi keh di zalim
Marne pe majboor kiya
Baat yeh kaisi keh di zalim
Marne pe majboor kiya
Dil ko na tu tod jaani
Saath na tu chhod jaani
Hotho ke jaam de de
Badle mein jaan le le
Teri gali mein meri zindagi ki sham ho
Aakhri saans mein tera hi naam ho
Tera dewan hun mein
Haa wo prwana hun mein
Jalke rahunga main phir yeh kahunga
Haath se tere zeher ka pyala
Jaa peena manzoor kiya
Baat yeh kaisi keh di zalim
Marne pe majboor kiya
Baat yeh kaisi keh di zalim
Marne pe majboor kiya
Meri gali marne wale
Pyar ka dawa karne wale
Aate rahe hai ji jaate rahe hai
Jhooti kasme khate rahe hai
Pyar ka dokha kaisi yaari
Jaan meri jo sabko hai pyari
Husn ne taane de ke hamesha
Ishq ka shisha choor kiya
Baat yeh kaisi keh di zalim
Marne pe majboor kiya
Baat yeh kaisi keh di zalim
Marne pe majboor kiya
Pehle pal mein paas bulaya
Duje pal mein dur kiya
Pehle pal mein paas bulaya
Duje pal mein dur kiya
Baat yeh kaisi keh di zalim
Marne pe majboor kiya
Baat yeh kaisi keh di zalim
Marne pe majboor kiya.
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Usha Mangeshkar
Kishore Kumar, Lata Mangeshkar