Tumhe ho naa ho, mujhko toh
Tumhe ho naa ho, mujhko toh itana yakin hai
Mujhe pyar tum se nahi hai, nahi hai
Mujhe pyar tum se nahi hai, nahi hai
Tumhe ho naa ho, mujhko toh itana yakin hai
Mujhe pyar tum se nahi hai, nahi hai
Mujhe pyar tum se nahi hai, nahi hai
Tumhe ho naa ho, mujhko toh itana yakin hai
Mujhe pyar tum se nahi hai, nahi hai
Magar maine yeh raj abb tak naa jana
Mujhe pyar tum se nahi hai, nahi hai
Magar maine yeh raj abb tak naa jana
Ke kyon pyari lagati hai, baten tumhari
Mai kyo tumse milane kaa dhudhu bahana
Kabhi maine chaha, tumhe chhu ke dekhu
Kabhi maine chaha, tumhe pas lana
Magar phir bhi
Magar phir bhi iss bat kaa toh yakin hai
Mujhe pyar tum se nahi hai, nahi hai
Mujhe pyar tum se nahi hai, nahi hai
Tumhe ho naa ho, mujhko toh itana yakin hai
Phir bhi jo tum dur rehate ho mujhse
Toh rahate hain dil pe, udasi ke saye
Phir bhi jo tum dur rehate ho mujhse
Toh rahate hain dil pe, udasi ke saye
Koyi khwab unche makano se janke
Koyi khwab baithha rahe, sar jukaye
Kabhi dil ki raho mane faile andhera
Kabhi dur tak roshani muskuraye
Magar phir bhi
Magar phir bhi iss bat kaa toh yakin hai
Mujhe pyar tum se nahi hai, nahi hai
Mujhe pyar tum se nahi hai, nahi hai
Tumhe ho naa ho, mujhko toh itana yakin hai
Mujhe pyar tum se nahi hai, nahi hai
Mujhe pyar tum se nahi hai, nahi hai
Tumhe ho naa ho, mujhko toh itana yakin hai.
Runa Laila
Bhupinder Singh
Bhupinder Singh, Runa Laila