Aasma se rang chura ke
Aankhe meri bani
Raat ko chura ke maine
Zulf mein band li
Lehro se churayi
Maine samundar ki gahrayi
Mujhse nazre jo milayi
To tujhko tujhse chura lungi
Bach ke rehna
Bach bach ke rehna re
Bach ke rehna
Bach bach ke rehna re
Bach ke rehna
Bach bach ke rehna re
Bach ke rehna
Bach bach ke rehna re
Bandh lu tujhe baho me agar
Pal mein tu mera ho jaaye
Ghumta rahe jhumta rahe
Mere jaadu mein kho jaaye
Meri maano anjano
Main nashe se hu bani
Tujhko labo se pila dungi
Bach ke rehna
Bach bach ke rehna re
Bach ke rehna
Bach bach ke rehna re
Bach ke rehna
Bach bach ke rehna re
Bach ke rehna
Bach bach ke rehna re
Dekhta hai kyu
Tu yaha waha
Aaja mere pass tu aaja aaja
Sochta hai kya
Tham le mujhe
Chahato mein tu samaja
Janeman o janejaa
Janejana dil ki baato mein na aana
Main tujhko jannat dikh dungi
Bach ke rehna
Bach bach ke rehna re
Bach ke rehna
Bach bach ke rehna re
Bach ke rehna
Bach bach ke rehna re
Bach ke rehna
Bach bach ke rehna re
Aasma se rang chura ke
Aankhe meri bani
Raat ko chura ke maine
Zulf mein band li
Lehro se churayi
Maine samundar ki gahrayi
Mujhse nazre jo milayi
To tujhko tujhse chura lungi
Bach ke rehna
Bach bach ke rehna re
Bach ke rehna
Bach bach ke rehna re
Bach ke rehna
Bach bach ke rehna re
Bach ke rehna
Bach bach ke rehna re.
Mahalakshmi Iyer, Udit Narayan
Mahalakshmi Iyer, Shaan
Sunidhi Chauhan
Sunidhi Chauhan