Sher agar aa jaye to
Sher se tum na darna
Paas bethkar sher ke bachho
Sher se baate karna
Uncle agar woh khaa gaya to
Sher agar aa jaye to
Sher se tum na darna
Paas bethkar sher ke bachho
Sher se baate karna
Sher se kehana lion uncle
Aap to kitane achhe hain
Aap se darna warna kaisa
Hum bhi sher ke bachche hain ye
Phir bhi agar woh ghuraa ye to
Dar kar bhaag na jaan
Tap pe achha son laga kar
Sher ko khub nachana
Sher ke soor mein soor mila kar
Tum sab ras mein gaana
Alibaba alibaba alibaba
Baba baba alibaba
Alibaba alibaba alibaba
Baba baba alibaba
Der se jangal mein
Daaku rasta roke
Chhota bachcha jaan kar
Tum par bhu bhu kar ke bhoke
Uss se kehana daaku uncle
Aap to kitane achhe hain
Aap hamare daaku uncel
Hum bhi aapke bachche hain
Phir bhi agar woh chilla ye to
Usaki daant na khaana
Muchh pe usake taanv laga kar
Usako khoob hasana
Daaku ke soor mein soor mila kar
Tum sab ras mein gaana
Alibaba alibaba alibaba
Baba baba alibaba
Alibaba alibaba alibaba
Baba baba alibaba
Bhoot agar aa jaaye to
Bhoot se tum na darna
Aankh milakar bhoot se bachcho
Jham kar baate karna
Us se kehana baitho bhaai
Thodi ghap shap karte hain
Hum to aise bachche hain
Bhoot bhi jinase darte hain
Bhooooooooooooooooot
Phir bhi agar woh na maane to
Tum bhi shor machana
Taal mein uski taal milakar
Jor jor se gaana
Alibaba alibaba alibaba
Baba baba alibaba
Alibaba alibaba alibaba
Baba baba alibaba
Alibaba alibaba alibaba
Baba baba alibaba
Alibaba alibaba alibaba
Baba baba alibaba.
Lata Mangeshkar
Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Abhijeet Bhattacharya, Sushma Shrestha (Poornima)
Shaan, Sunidhi Chauhan
Shaan, Sunidhi Chauhan
Sushma Shrestha (Poornima), Vinod Rathod
Jaspinder Narula