Bachche kyun royen
Bachchon ko hansne do
Bachche kyun royen
Bachchon ko hansne do
Bachche kyun royen
Nanhi kaliyaan hain ye
Kaliyon ko khilne do
Bachche kyun royen
Bachchon ko hansne do
Bachche kyun royen
Maati mein heerey miley
Inko utthhaa lo
Raahon mein phool khiley
Inko sajaa lo
O maati mein heerey miley
Inko utthhaa lo
Raahon mein phool khiley
Inko sajaa lo
Apna samajh kar dil se lagaa lo
Bachche kyun royen
Bachchon ko hansne do
Bachche kyun royen
Yahi to hai daulat apni
Yahi maan apna
Yahi to aane waale
Kal ka hai sapnaa
Yahi to hai daulat apni
Yahi maan apna
Yahi to hai waale
Kal ka hai sapnaa
In ke sahaare hogaa kal desh apnaa
Bachche kyun royen
Bachchon ko hansne do
Bachche kyun royen
Bigde jo rang kahin
In ki nazar ke
Kaante na ban jaayen
Phool ujad ke
Bigde jo rang kahin
In ki nazar ke
Kaante na ban jaayen
Phool ujad ke
Insaan na ban jaaye tinke bikhar ke
Bachche kyun royen
Bachchon ko hansne do
Bachche kyun royen
Nanhi kaliyaan hain ye
Kaliyon ko khilne do khilne do
Bachche kyun roye.
Dwijen Mukherjee, Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar