Najar ne luta hai
Ada ne mara hai
Hasino me ye dhokh bhi
Bada hi pyara hai
Najar ne luta hai
Ada ne mara hai
Hasino me ye dhokh bhi
Bada hi pyara hai
Agar ye dhokha tha
To kisne roka tha
Laga ke dil ye kehte ho
Ke dil bechara hai
Najar ne luta hai
Hamare haal pe kyu
Ye jamana hansta hai
Ke jiske paas dil ho
Vo kabhi to fansta hai
Hamare haal pe kyu
Ye jamana hansta hai
Ke jiske paas dil ho
Vo kabhi to fansta hai
To fir kyu rote firte hoge
Dil najro ka mara hai
Najar ne luta hai
Ada ne mara hai
Hasino me ye dhokh bhi
Bada hi pyara hai
Najar ne luta hai
Hamari bhi naaj bhi
Sehne padenge ulfat me
Likhe hai sankado chakkar
Tumhari kismat me
Hamari bhi naaj bhi
Sehne padenge ulfat me
Likhe hai sankado chakkar
Tumhari kismat me
Jo hampe gujregi sah lenge
Jo dil tumpe vara hai
Agar ye dokha tha
To kisne roka tha
Laga ke dil ye kehte ho
Ke dil bechara hai
Najar ne luta hai
Ada ne mara hai
Hasino me ye dhokh bhi
Bada hi pyara hai
Najar ne luta hai.
Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor