Bada kabutar ud jayega
Haath me anda rah jayega
Phut jayega anda ek din
Bada kabutar ud jayega
Bada kabutar ud jayega
Hath me anda rah jayega
Phut jayega anda ek din
Bada kabutar ud jayega
Bada kabutar, kabutar
Bada kabutar, kabutar
Koi na samjha koi na jana
Haye ye gorakh dhandha
Pehle jag me aaya kabutar
Ya phir aaya anda
Koi na samjha koi na jana
Haye ye gorakh dhandha
Pehle jag me aaya kabutar
Ya phir aaya anda
Aur uljh jayega arey
Jo isko suljhayega
Bada kabutar, kabutar
Ho bada kabutar ud jayega
Hath me anda rah jayega
Phut jayega anda ek din
Bada kabutar ud jayega
Bada kabutar, kabutar
Bada kabutar, wah wah
Dekh samay ka shok kabutar
Chalta hai yu ud ke
Jaise tej hawa ka jhonka
Dekhe na phir mudke
O dekh samay ka shok kabutar
Chalta hai yu ud ke
Jaise tej hawa ka jhonka
Dekhe na phir mudke
Sath chala chal iske
Warna hath nahi kuch aayega
Bada kabutar, kabutar
Ho bada kabutar ud jayega
Hath me anda rah jayega
Phut jayega anda ek din
Bada kabutar ud jayega
Bada kabutar, kabutar
Ho bada kabutar, kabutar
Ho bada kabutar, kabutar
Ho bada kabutar, kabutar.
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Kishore Kumar
Asha Bhosle