Mannn ko pinjre mein na daalo
Mann ka kahna mat talo
Mannn ko pinjre mein na daalo
Mann ka kahna mat talo
Are mann to ek udta panchi
Jitna ude udalo
Mannn ko pinjre mein na daalo
Mann ka kahna mat talo
Mann jo kahe ke pyar karo
Ek bar nahi sau bar karo
Ye pyar diya usne nibhane ke liye
Aji pyar diya usne nibhane ke liye
Rup diya sirf dikhane ke liye
Aankhe banai hai ladane ke liye
To dil diya usne milane ke liye
Are pyar ek punya hai pyar hai jap
Nahi hota to bhi karo apne aap
Pyar koi pap nahi pyar hai milap
Pyar bina jiwan hai total flop
Punya pap ke chakkar me
Koi pad ke sake na bach
Kyu re chele jhuth kaha
Nahi guru ji bilkul sach
Thank you very much
Mann ko pinjre mein na dalo
Mann ka kahna mat talo
Mann kahe agar wishky piyo
Phir jiski mile tum uski piyo
Are pine ki chiz hai ye
Karo mat gum
Are pine ki chiz hai ye
Karo mat gum
Kabhi nahi sochna ke thrra ya ram
Itni piyo ke ukhad jaye dum
Batli mile to batli khatam
Are jab whishky se mann bhar jayega
Bhar jayega to tauba kar jayega
Mann pe jo koi kabu kar jayega
Bhav sagar se wo tar jayega
Moti akal wale na samjhe
Meri bat barik hai
Mann ko pinjre mein na dalo
Mann ka kahna mat talo
Dhili chod do mann ki lagam
Amar ho jaye jag me naam, kaise
Jiske mann ne kiya bhai hai
Jiske mann ne kiya bhai hai
Usne dekho mukti payi hai
Jaise radha meera bai hai
Dono ko hi mila karishan kanhai hai
Par jis jis ka mann atak gaya
Wo raho mein bhatak gaya
Agar jara ye khatak gaya
To samjho prani latak gaya
Ye to hai ek udana kabutar
Iska udna face hai
Mannn ko pinjre mein na daalo
Mann ka kahna mat talo
Are mann to ek udta panchi
Jitna ude udalo
Mannn ko pinjre mein na daalo
Mann ka kahna mat talo.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Kishore Kumar