Badal bahare nazare
Parvat nadi aur dhare
Badal bahare nazare
Parvat nadi aur dhare
Sab chand aur suraj sitare
Mai kadmo me rakh dun tumhare
Tum jo kaho to
Sab chand aur suraj sitare
Mai kadmo mein rakh dun tumhare
Mere sanam teraa karam
Kaise karu main shukriya
Lekin mujhe tu chahiye
Kuchh bhee nahee tere siva
Gaye hawa gaye fija
Gate hain yeh jharne bhee
Sum jara gane lage git gaye
Gungunaye bhanvare bhee
Sun toh jara o mere
Mehbuba sun le jara
Geet sunu kyun dusre
Sunti hun main dilbar mere
Mere pyar bhare teri sada
Pyar bharenagme tere
Sab chand aur suraj sitare
Main kadmo mein rakh dun tumhare
Tum jo kaho to
Chand aur suraj sitare
Kadmo mein rakh dun tumhare
Tum jo phoolo ke rang kirno ke rang
Saat rang le ke aau tere liye
Mausam ke rang ambar ke rang sare
Rang main sajau
Tere liye o mere mehbub tere liye
Har rang mein kehtee hu main
Mere devta kitna tujhe
Jo rang mein rang hai teraa
Uss rang mein rang de mujhe
Sab chand aur suraj sitare
Main kadmo mein rakh dun tumhare
Tum jo kaho to
Chand aur suraj sitare
Kadmo mein rakh dun tumhare
Mere sanam teraa karam
Kaise karu main shukriya
Lekin mujhe tu chahiye
Kuchh bhee nahee tere siva.
Udit Narayan
Abhijeet Bhattacharya
Abhijeet Bhattacharya, Kavita Krishnamurthy
Kumar Sanu