Badli teri nazar to
Nazaare badal gaye
Wo chandni wo
Chand sitaare badal gaye
Badli teri nazar to nazaare
Lehron se poochh leejiye
Saahil bhi hai gawaah
Lehron se poochh leejiye
Saahil bhi hai gawaah
Saahil bhi hai gawaah
Kashti meri duboke
Wo dhaare badal gaye
Kashti meri duboke wo dhaare
Wo khwaab wo khayaal
Wo armaan wo hasraten
Wo armaan wo hasraten
Badle jo tum to
Saare ke saare badal gaye
Badle jo tum to
Saare ke saare
Main bhi wahi hoon
Meri wafaayen bhi hain wahi
Wafaayen bhi hain wahi
Phir kyun teri nazar ke
Ishaare badal gaye
Phir kyun teri nazar ke
Ishaare badal gaye
Wo chaandni
Wo chand sitaare badal gaye
Badli teri nazar.
Chandbala, Lata Mangeshkar
Surinder Kaur
Rajkumari Dubey
Anil Krishna Biswas, Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Rajkumari Dubey
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar