Duniya se nyari gori teri sasural hai
Duniya se nyari gori teri sasural hai
Ghar mein na aata hai na ghee na daal hai
Ghar mein na aata hai na ghee na daal hai
Duniya se nyari gori teri sasural hai
Gudiya teri khaash rangeeli
Powder roj lagaye o banna
Powder roj lagaye
Sasra tera chhori samaj ke uske paaon dabaye
Dekho kaisa ye kamaal hai
Duniya se nyari gori teri sasural hai
Roj cinema dekhan jaaye teri badi jethaani o chhallo
Teri badi jethaani
Ghar mein baitha jeth kare hai bacho ki nigaraani
Kuiya utna bura haal
Duniya se nyari gori teri sasural hai
Gali gali mein bheede matakti baaki teri devraani
O baaki baaki teri devraani
Aur nautanki mein devar naache
Odh chunariyaa dhaani
O jiskii thumak thumak chaal
O jiskii thumak thumak chaal
O jiskii thumak thumak chaal
Hai duniya se nyari gori teri sasural hai
Champe ka hai phool sapera bhola bhala beli
O gori tu hai jiski chameli
Woh hai raja bhoj toh baaki sab hai gangua taili
Tera saiyaan be misaal
Hai duniya se nyari gori teri sasural hai
Ghar mein na aata hai na ghee na daal hai
Duniya se nyari gori teri sasural hai.
Chandbala, Lata Mangeshkar
Rajkumari Dubey
Anil Krishna Biswas, Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Rajkumari Dubey
Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar