Aaj ki raat ko khatm na hone paye
Roz haoti hai sahar
Aaj na hone paye
Aaj ki raat raat pe
Gulshan ki bahare kurban
Chand se kah de koi
Aaj na kho ne paye
Badi mushkil se kabu mein
Dile deewana aaya hai
Badi mushkil se kabu mein
Dile deewana aaya hai
Nahi hai kuchh khabar apni
Nasha ulfat ka chhaya hai
Tumhara tha tumhara hu
Tumhara tha tumhara hu
Tumhara hi rahunga main
Tumhi ko de diya ye dil
Tumhi pe jan bhi dunga main
Meri palko pe dekho pyar ki
Palko ka saya hai
Badi mushkil se kabu mein
Dile deewana aaya hai
Koi dekhe tumhe dil ko
Gawara kar nahi sakti
Koi baho mein lele bhi
Gawara kar nahi sakti
Mita ke apni hasti ko
Tumhe apna banaya hai
Nahi hai kuchh khabar apni
Nasha ulfat ka chhaya hai
Mubarak ho tumhe ye pyar
Ye ghadiya mohabbat ki
Mubarak ho tumhe ye pyar
Ye ghadiya mohabbat ki
Na kam ho rahti duniya tak
Kabhi khushiya mohabbat ki
Na kam ho rahti duniya tak
Kabhi khushiya mohabbat ki
Dua dene yaha apna to kya
Begana aaya hai
Nahi hai kuchh khabar apni
Nasha ulfat ka chhaya hai
Mohabbat ek shola hai
Tumhe samjhau mai kaise
Mohabbat ek shola hai
Tumhe samjhau mai kaise
Jamana same hai bat ye
Batlau main kaise
Tumhari roshni dekhi to ye
Parwana aaya hai
Badi mushkil se kabu mein
Dile diwana aaya hai
Nahi hai kuchh khabar apni
Nasha ulfat ka chhaya hai.
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Asha Bhosle
Mohammed Rafi, Moora Lala