Main hu albeli
Meri ankhiya nashili
Meri chal ajab matwali
Koi to bulaye
Mujhe apna banaye
Main hu kitni bholi bhali
Main hu albeli
Zulfen hai jaise badal
Naino se chhalke kajal
Haye masti mein
Jab main jhumu
Lehraye mera aanchal
Koi bhare aahe koi
Kare haye haye
Main hu albeli
Meri ankhiya nashili
Meri chal ajab matwali
Koi to bulaye
Mujhe apna banaye
Main hu kitni bholi bhali
Main hu albeli
Tirchhi nigah jo phenko
Tiro ki barkha barse
Haye koi bhulaye mujhko
Koi bechara tarse
Koi bhare aahe koi
Kare haye haye
Main hu albeli
Meri ankhiya nashili
Meri chal ajab matwali
Koi to bulaye
Mujhe apna banaye
Main hu kitni bholi bhali
Main hu albeli
Shokh adaye meri sardi
Mein aag lagaye
Haye mehfil mein
Jab main aau
Parwane pankh jalaye
Koi bhare aahe koi
Kare haye haye
Main hu albeli
Meri ankhiya nashili
Meri chal ajab matwali
Koi to bulaye
Mujhe apna banaye
Main hu kitni bholi bhali
Main hu albeli.
Ashalatha, K.M. Sami