Bagiya me khile
Teen pyare suman
Bagiya me khile
Teen pyare suman
Bagiya me khile
Teen pyare suman
Jinse mahki dhara
Jinse mahka gagan
Bagiya me khile
Teen pyare suman
Halke halke pawan jhakore
Roz aate the unko sulane
Roz aate the unko sulane
Shital shital os ki bunde
Aaya karti thi
Mukhde dhulane
Ho aaya karti thi
Mukhde dhulane
Sanjh ko bhor ko
Thi unhi ki lagan
Sanjh ko bhor ko
Thi unhi ki lagan
Jinse mahki dhara
Jinse mahka gagan
Bagiya me khile
Teen pyare suman
Ek kahe rangat
Ek kahe khusbu
Unke naino me
Tha ek sapna
Unke naino me
Tha ek sapna
Pyar ka itna ek duje pe
Teeno tan man
Lutate the apna
Teeno tan man
Lutate the apna
Aise jaise bharat
Ram ji or lakhan
Aise jaise bharat
Ram ji or lakhan
Jinse mahki dhara
Jinse mahka gagan
Bagiya me khile
Teen pyare suman
Ik din aisi aandhi aayi
Sang rahna tha
Jinko wo bichde
Sang rahna tha
Jinko wo bichde
Patti patti ho kar tute
Jake anjan raho me bikhre
Jake anjan raho me bikhre
Kaise jode unhe
Bawri si pawan
Kaise jode unhe
Bawri si pawan
Jinse mahki dhara
Jinse mahka gagan
Bagiya me khile
Teen pyare suman.
Mahendra Kapoor, Usha Mangeshkar
Bhupinder Singh, Usha Mangeshkar
Bhupinder Singh, Jaywant Kulkarni
Usha Mangeshkar
Mahendra Kapoor