Bambai Ka Raasta - Jiyo To Aise Jiyo lyrics | Jiyo To Aise Jiyo - Bambai Ka Raasta lyrics

Bambai Ka Raasta is a hindi song from the 1981 movie Jiyo To Aise Jiyo. Bambai Ka Raasta singers are Bhupinder Singh, Jaywant Kulkarni. Bambai Ka Raasta composer is Raamlaxman (Vijay Patil) and Bambai Ka Raasta lyricist or song writer is Naqsh Lyallpuri. Bambai Ka Raasta music director is Raamlaxman (Vijay Patil). Bambai Ka Raasta features Arun Govil, Debashree Roy, Jayashree Gadkar, Neelam Mehra, Vijay Arora, Ram Mohan, T P Jain, Goga Kapoor. Bambai Ka Raasta director is and the producer is . The audio of Bambai Ka Raasta song was released on null by Saregama. Bambai Ka Raasta YouTube video song can be watched above.


If you dont mind my dear friend
Kabhi sach bat kahne
Me hichak mujhko nahi hoti
Khuda ki kasam
Mujhko ram ki sogandh hai
By god paraya ho ke apna ho
Jhijhak mujhko nahi hoti
Kisne dikhaya tha
Bata tujhe bambai ka rasta
Do char din ki bat hai
Chal jayega tujhko pata
Do char din ki bat hai
Chal jayega tujhko pata
Ye bambai beta tujhe
Ye bambai beta tujhe
Rakhegi ghar na ghat ka
Chal jayega tujhko pata


Abhi pet me rotiya bhar ke hai
Abhi bat koi anhi dar ki hai
Jara paw bhajiye ke din aaen de
Ke papo ka mausam jara chane de
Ke papo ka mausam jara chane de
Ye pyari si surat
Ye pyari si surat utar jayegi
Agar aayine pe najar jayegi
Na khud ko hi pahchan tu payega
Bahut apni karni pe pachtayega
Bahut apni karni pe pachtayega
Isi sharam me na laut ke
Ghar tu na ja sakega umar bhar
Kisne dikhaya tha bata
Tujhe bambai ka rasta
Do char din ki bat hai
Chal jayega tujhko pata
Ye bambai beta tujhe
Ye bambai beta tujhe
Rakhegi ghar na ghat ka
Chal jayega tujhko pata


Tere bistara gol ho ajyega
Ke akhbar sone ke kam aayega
Milegi yaha ssej footpath ki
Sirhaan bane chappale paw ki
Na diwar darwaja
Na diwar darwaja khidki yaha
Hai apni haweli ki chat aama
Yaha jindagi utni rangi nahi
Colour filmo me lagti itni hasi
Colour filmo me lagti itni hasi
Yaha chalu hai jo wo chalta raha
Jo chehre pe chehra badalta raha
But you are very soft my boy
Kisne dikhaya tha bata
Tujhe bambai ka rasta
Do char din ki bat hai
Chal jayega tujhko pata
Ye bambai beta tujhe
Ye bambai beta tujhe
Rakhegi ghar na ghat ka
Chal jayega tujhko pata


Galat tahas me na kisi josh me
Uthaya hai maine kadam josh me
Na bahka hua hu koi yar mai
Na bilmonia ka hu bimar mai
Na ek rat me
Na ek rat me lahkpati hona hai
Nahi pas aisa jo kuch khona hai
Hai is mitti ka karz mujhpe koi
Hai is nagri ka rista mujhse koi
Ha ye do hath
Mehnat se thakte nahi
Kisi gum se hum har sakte nahi
Are wah kya bola
Really this is no jock my friend
Dedo mujhe mauka jara
Tumse mera wada raha
Do char din ki bat hai
Chal jayega sabko pata
Bambai me charcha hoga chal
Bambai me charcha hoga chal
Apne hi thath or bat ka
Chal jayega sabko pata
Chal jayega sabko pata
Chal jayega sabko pata
Chal jayega sabko pata.



Movie/album: Jiyo To Aise Jiyo
Singers: Bhupinder Singh, Jaywant Kulkarni
Song Lyricists: Naqsh Lyallpuri
Music Composer: Raamlaxman (Vijay Patil)
Music Director: Raamlaxman (Vijay Patil)
Music Label: Saregama
Starring: Arun Govil, Debashree Roy, Jayashree Gadkar, Neelam Mehra, Vijay Arora, Ram Mohan, T P Jain, Goga Kapoor
Release on: null
1. Who is the music director of the song Bambai Ka Raasta
Ans: Bambai Ka Raasta song music director is Raamlaxman (Vijay Patil)
2. Who is/are the singer/singers of the song Bambai Ka Raasta
Ans: Bambai Ka Raasta song singers are Bhupinder Singh, Jaywant Kulkarni
3. Who is the Composer of the song Bambai Ka Raasta
Ans: Bambai Ka Raasta song composer is Raamlaxman (Vijay Patil)
4. Who is the Lyricist of the song Bambai Ka Raasta
Ans: Bambai Ka Raasta song lyricist is Naqsh Lyallpuri
5. What is the movie of the song Bambai Ka Raasta
Ans: Bambai Ka Raasta song is from Jiyo To Aise Jiyo
6. Who wrote the song Bambai Ka Raasta
Ans: Bambai Ka Raasta song is written by Naqsh Lyallpuri

Find other songs in - Jiyo To Aise Jiyo

1
Tu Dulhan Hai Deewane Ki

Mahendra Kapoor, Usha Mangeshkar

2
Koyaliya Kali Hai

Bhupinder Singh, Usha Mangeshkar

3
Bagiya Me Khile

Usha Mangeshkar

4
Angan Mein Tulsi

Usha Mangeshkar

5
Damak Damak Dam

Mahendra Kapoor