Bagon mein baharon mein
Ithlata gata aaya koi
Najuk najuk kaliyo ke dil ko
Dhadkata aaya koi
Aaya koi aaya koi aaya koi
Bagon mein baharon mein
Ithlata gata aaya koi
Najuk najuk kaliyo ke dil ko
Dhadkata aaya koi
Bhini hawa unchi ghata kahe
Tere angan mein barsega pyar
Phulo ke har leke bahar
Karne ko aayi mere solah singar
Rango ki umango ki gagar
Chalkata aaya koi
Aaya koi aaya koi aaya koi
Bagon mein baharon mein
Ithlata gata aaya koi
Najuk najuk kaliyo ke dil ko
Dhadkata aaya koi
Sapno ke jal rangi khyal
Dil ke hichkole kahe aanhke na khol
Dil ki ye bat dil ka ye raz
Jane na jane koi tu kuch na bol
Aanhko se isaro se sab kuchh
Samjhata aaya koi
Aaya koi aaya koi aaya koi
Bagon mein baharon mein
Ithlata gata aaya koi
Najuk najuk kaliyo ke dil ko
Dhadkata aaya koi
Chhaya hai ya rim jhim dhara
Fir bhi hai mere dil ko utna hi gum
Sakhiyo se dur apno se dur
Kise hai khbar kal kaha honge hum
Uljhan ki diwaro se dil ko
Takrata aaya koi
Aaya koi aaya koi aaya koi
Bagon mein baharon mein
Ithlata gata aaya koi
Najuk najuk kaliyo ke dil ko
Dhadkata aaya koi.
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Mohammed Rafi
Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Lata Mangeshkar, Subir Sen
Lata Mangeshkar
Mukesh Chand Mathur (Mukesh)