Bahut umeeden thi jindagi se
Bahut umeeden thi jindagi se
Bahut the apno ke aashare bhi
Magar sahare sab aise tute
Ke zindagi ke raste bhi
Bahut umeeden thi zindagi se
Palat ke dekhe to kisko dekhe
Udas raaho mein kya rakha hai
Bache hai yaado ke saye shayad
Na tut jaye ye silsile bhi
Na tut jaye ye silsile bhi
Bahut umeeden thi zindagi se
Bahut the apno ke aashare bhi
Magar sahare sab aise tute
Ke zindagi ke raste bhi
Bahut umeeden thi zindagi se
Wahi pe aake thahar gaye hai
Jaha se rashte shuru hue the
Wahi hai ukjhan wahi hai aasu
Wahi hai jine ke masale bhi
Wahi hai jine ke masale bhi
Bahut umeeden thi zindagi se
Bahut the apno ke aashre bhi
Magar sahare sab aise tute
Ke zindagi ke raste bhi
Bahut umeeden thi zindagi se
Gujar rahi hai kin halato mein
Ye bikhari bikhari si jindgani
Bhala kise ye garaj padi hai
Jo koi aayi ye dekhane bhi
Jo koi aayi ye dekhane bhi
Bahut umeeden thi zindagi se
Bahut the apno ke aashare bhi
Magar sahare sab aise tute
Ke zindagi ke raste bhi
Bahut umeeden thi zindagi se.
Kishore Kumar
Lata Mangeshkar
Kishore Kumar, Usha Khanna